• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Dil hai mera par dhadkan tumhari hai Kalam meri, likhayi tumhari hai Saans meri par khushboo tumhari hai Har ghazal unki,jaan hamari hai ..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ham to diwane hai aapke pyaar me. khud se maanga hai aapko. didar ho jaye ek bar aapka. jindagi sawar jati hai bas ek mulakat se.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Do Dilo Ki Dhadkano Mein Ek Saaz Hota Hai, Sab Ko Apni-Apni Mohobbat Pe Naaz Hota Hai, Us Mein Se Har Ek Bewafa Nahi Hota, Us Ki Bewafai Ke Peeche Bhi Koi Raaz Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Roti hui ankho me intezar hota hai Na chahte hue hai bhi pyar hota hai kyun dekhte hai hum wo sapne jinke tutne par bhi unke such hone ka intezar hota hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek ladki thi deewani si ek ladke pe wo marti thi Nazre Zuka ke Sharmake Galeyo se Gujzar thi the chori chori chupke chupke chiththiya likha karti thi kuch kehna tha shayed usko jane kisse se darti thi jabh bhi milti thi mujhse yehi pucha karti thi ye pyar kaise hota hai ? ye pyar kaise hota hai? aur main sirf yehi kahe pata tha Zinda Rehte Hai Unki Mohabbatein.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Haath Pakad Ke Rok Lete Unko. Agar Un Par Mera Koi Zorr Hotaa. Naa Rote Hum Bhi Unke Liye Pagalon Ki Tarahh. Agar Hamari Zndgi Me Unke Siwaa Koi Aur Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kis Kadar Hai Tumse Ulfat Na Pucho, Khwabo Me Jee Rahe Hai Haqiqat Na Pucho, Basa Lo Mere Dil Mein Ghar Kahi Apna, Kya Hai Mere Dil Ki Keemat Na Pucho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Police : Humne tumhe charo taraf se gher liya hai.. . CHOR : Chalo fir garbaa khelte hai . Police : :o Chor : grin.png
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कितनी आसानी से कह दिया तुमने, की बस अब तुम मुझे भूल जाओ, साफ साफ लफ्जो मे कह दिया होता, की बहुत जी लिये अब तुम मर जाओ.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Woh Kehke Chale Itni Mulakat Bahut Hai, Maine Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bahut Hai, Aasoon Mere Tham Jaye To Phir Shauk Se Jana, Aise Me Kahan Jaoge Barsaat Bahut Hai. By Ajooba Khan Wapp No. (9546661738)
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Agar Itni Pyari Soch Tumhari Na Hoti, Mulaqaat Yun Tumse Hamari Na Hoti, Tadapte Rehte Sachhe Dost Ke Liye, Agar Dosti Tumse Hamari Na Hoti..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Likh Nahi Paate Kuch Suna Nahi Paate, Haal-E-Dil Zubaan Pe Laa Bhi Nahi Paate, Wo Utar Gaye Hai Dil Ki Gehraiyon Mein, Wo Samaz Nahi Paate Hum Bhi Samjha Nahi Paate.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jhuki Palko Se Apka Deedar Kiya; Sab Kuch Bhulake Apka Intezar Kiya; Ap Jaan Hi Na Paye Jazbat Mere; Maine Duniya Me Sabse Zyada Pyar Apse Kiya!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi Younhi Teri Chahat K Naam Kardi Jaisay Ghanay Darakht K Neeche Sham Kardi Laut Jate Hain Parinde Shaam Hote Hi Hamne To Har Shaam Hi Tere Naam Kardi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Arse se Yeh Ankhe SOi nhi hasi nhi Roi nhi Mili nhi Khoi Nahi Ek baat Thi Dil me Jo aap se kabhi Kahi Nahi Ki aap Jaisa Koi Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS