Day & Night Only Ur Thought
Other Than U No One In My Heart
U Are MY LOVE That Is A Fact
U Have Became Beat Of My Heart
I Love U Forever & Ever My Dear!!!
Tu nahi to zindagi main aur kya reh jayega
dur tak tanhaiyon ka silsila reh jayega
kijiye kya guftagu kya un se mil kar sochiye
dil-shikasta khvahishon ka zayaqa reh jayega
dard ke sari tahen aur sare guzri hadase
sab dhuan ho jayenge ek vaqiya reh jayega
ye bhi hoga wo mujhe dil se bhula dega magar
yun bhi hoga khud usi mein ek khala reh jayega
dayar-e-inkar ke iqarar ke saragoshiyan
ye agar tute kabhi to fasala reh jayega
Har Lafz Ko Kagaz Pe Utara
Nahi Jata, Har Naam Ko Sar
E Aam Pukara Nahi Jata..
Hoti Hai Dosti Me Kuch Raaz
Ki Baaten, Is Khel
Me Dil Haara Nahi Jata..!
Tere Chehre Mein Mera Noor Hoga,
Fir Tu Na Kabhi Mujhse Dur Hoga,
Soch Kya Khusi MiLegi Jaan Us Pal,
Jis Pal Teri Maang Mein ..
Mere naam ka Sindoor Hoga
खूबसूरत सा एक पल किस्सा बन जाता है
जाने कब कौन जिंदगी का हिस्सा बन जाता है ।
कुछ लोग जिंदगी मे मिलते है ऐसे,
जिससे कभी ना टूटने वाला रिस्ता बन जाता है।।
Kya Acha Kya Bura Kya Bhala Dekha,
Jab Bhi Dekha Tujhe Apne Ru-Ba-Ru Dekha,
Socha Bahut Bhulkar Sochun Na Tujhe,
Jis Raat Aankh Lagi Fir Tujhe Har Su Dekha.
Tujhe pane ke liye thoda intzaar karlege.Aaoge tum to hum apne ishq ka izhaar kar denge.Kismat aur kuda par kisko yakin hai.Tumhare liye inpe bhi atbaar karlege.
Zameen k har zarre ko aftab kr denge,
gulshan k har phool ko gulab kr denge,
ek pal bhi na reh sakoge humare bin,
aap ki sab aadat hum itni kharab kr denge..
Sapno ki duniya mei khote chale gaye
Hosh mai the fir bhi madhoshhote chale gaye
Jaaane kya baat thi us Ajnabi mai
Na chahte hue bhi uske hote chale gaye