True lines
Kyu Itne Kareeb Chale
Aata
Hai
Koi,
Kyu Mohabbat Ka Ehsaas
Dila Jata Hai
Koi..
Jab Aadat Ho Jati Hai Dil Ko
Uski,
To Kyu Tanha Chhor Dur
Chala Jata
Hai Koi"
Ye zindagi us rab ki raza hai,
Jiska apna hi ek maza hai,
Har waqt meri khuda se yahi dua hai,
Ki Aapko itni khushiya de Ki,
Aap bhi socho iski kya wajah hai.
I Daily Watch Ua Pic
I Always Wait 4 Ua Call
I Read Ua Msgs Atleast 5 Times
I Record Ua Voice Sometimes
I Always Want U 2 Hold My Hand
I Want 2 Feel The Magic Of Having A Simple Hug
Bcoz
.
.
.
.
I Love U So Much
Ye Sila Mila Hai Mujhko Teri
Dosti Ke Peeche, Ke Hazaar
Gam Lage Hain Meri Zindgi Ke
Peeche, Tujhe Dil Diya Hui Ye
Kaisi Bhool Mujhse, Mai Kaha Kaha
Na Bhatki Teri Ashiqi Ke Peeche..!
Saqi par ilzam na aaye
chahe tujh tak jam na aaye
tere siva jo ke ho muhabbat
meri javani kam na aaye
jin ke liye mar bhi gaye hum
wo chal kar do gham na aaye
ishq ka sauda itna garan hai
inhen hum se kam na aaye
maikhane mein sab hi to aaye
lekin “jigar” ka naam na aaye..iii
Ye chaand saa roshan cheharaa, julfon kaa rang sunaharaa
Ye zeel see neelee aankhe, koee raaj hain in mein gaharaa
Taareef karu kyaa us kee, jis ne tumhe banaayaa
Yek cheej kayaamat bhee hai, logon se sunaa karate the
Tumhe dekh ke maine maanaa, wo thhik kahaa karate the
Hai chaal mein teree jaalim kuchh ayesee balaa kaa jaadoo
Sau baar sanbhaalaa dil ko, par ho ke rahaa bekaaboo
Taareef karu kyaa us kee, jis ne tumhe banaayaa.
Utre jo teri zindgi ki gehrai me hum, mehfil mein reh ke bhi Rahe tnhai mein hum,Diwangi nahi to ise Aur kya kahe,tujhe dhondte rahe Apni hi parchai main hum
सुन_पगली :loudspeaker: ज़िंदगी हैं छोटी लेकिन Lɨfe में Traffɨċɛ :vertical_traffic_light: बहुत हैं, बस तू :princess: आज दे दे प्यार :heart: का Green_Sɨɢռǟʟ :traffic_light: और में तुम्हें ले चलु इश्क़ :couple: की Lօռɢ_Drɨʋɛ :oncoming_automobile:.
Dil Ki Dharkano Ko Ek Lamha
Sabar Nahi, Shayed Ke
Usko Ab Meri Kadar Nahi, Har
Safar Me Mera Kabi Humsafar
Tha Wo.. Ab Safar To
Hai Magar Wo Humsafar Nahi.!
तुम्हारे साथ जो गुजरे वो लम्हे हम नहीं भूले,
मिलन की वो ख़ुशी और फिर विरह के गम नहीं भूले,
ये बरसों बाद जाना है मोहब्बत का सबब मैंने,
हमें भी तुम नहीं भूले, तुम्हें भी हम नहीं भूले.
Sukoon milta hai mujhe jab tu saath rahti hai,
waqt bht jaldi guzar jata hai jab tu saath rahti hai,
nhi lagta mujhe kuch bhi achha jab tu ruthi rahti hai,
jab tu meri bheegi palko ko dekhti hai to hr baar I Love You Hi kahti hai,
tab mujhe lagta hai ki sachcha pyar mujhe sirf tu hi karti hai....
Ek khayal sa dil me sama jata hai,
wo jo ek shaks mere dil ko bahot bhata hai,
uski ankho se dekhti hu main duniya sari,
is liye har taraf bus wo hi nazar ata hai....
Thukra ke mujhse usne kaha
“Krhush rho”
Maine hs diya,
Akhir swal uski khushi ka tha,
Au maine wo khoya jo mera kbhi na tha,
Pr usne wo khoya jo sirf usi ka tha!
Too Ne Daikha Hai Kabi Ghoor Se Chehray Ko
Mere
Kitny Gham Tere Muhabbat Ne Chupaey Hain Mere
Tere Ik Pal Ki Muhabbat Ka Ye Asar Hoa Hai
Kitny Jazbat Jo Soe Thy Jagae Hain Mere
Mai Tu Apnoo K Hi Dhokoon Main Gira Rehta Tha
Tujh Ko Paya Hai To Ab Sare Paraey Hain Me..ii
Zindgi Ka Har Khwab Haqiqat Ban Jaye,
Khushi Ke Chirago Se Zindgi Roshan Ho Jaye,
Mehak Jaye Yu Zindgi Aapki Ki,
Gulab Ke Phoolo Ko Bhi Aapse Jalan Ho Jaye.