Teri Khushi se hi nhi Gum se bhi Rishta hai mera,
Tu Zindagi ka ek Aham hisa hai mera,,
Ye Pyar ka Rishta tmse sirf Lafzon ki Nhi,
Tere Dil se Dil ka Rishta hai mera.
Duniya Ke Haar Najar Tujhe Na Dundh Paye....
Mera Najar Sirf Tere Pichale Piche Rahe....
Duniya Ke Haar Khusi Tere Kadam Chume....
Pyar ke Inn Rahon Mai Pathar Maat Rakhna....
Bikhar Jaye To Hume Maat Kahena....
Pathar Se Dil Tut Jaye To Sambhal Ke Rakhna....
Mohabbat Hone Ke Baad Firse Jord Lena....
Vo Jate Hue Keh Gaye Ki Ab Toh Hum
Sirf Tumhare Khwabo Me Hi Aayege...
Koi Keh De Unse Jaake Ki Vo Wada
Toh Nibhaye Hum Zindagi Bhar Ke
Liye So Jayege...
Khata ho jaye to saza suna do,
Dil me itna dard kyu hai wajah bata do,
Der ho jaye bhale hi yad krne me lekin,
Tumko bhula denge ye khyal dil se nikal do.
मौत कि गड्डी में जिसदिन सोना होगा ,,!!
ना कोई तकीया या ना कोई बिछोना होगा ,,!!
साथ होगी आप जैसे दोस्तों की मिठी यादें ,,!!
और समसान का एक छोटा सा कोना होगा ,,!!
Garmi E Hashrate Nakaam Se Jal Jate Hain.Hum Chirago Ki Tarha Shaam Se Jal Jate Hain.Shmaa Jalti Hai Jis Aag Mein Numaish KeLiye.Hum Us Aag Mein Gumnaam Se Jal Jate Hain.Jab Bhi Aata Hai Tera Naam Mere Naam Ke Sath.Jane Kyun Log Mere Naam Se Jal Jate Hain.
Mohabbat ke chaand ko apni
panah mein rehne do......
.
Labon ko na kholo aankhon ko
kuch kehne do......
.
Dil peh haath rakho aur kuch dair
rehne do.......
.
Mujhe mehsoos karo aur apne
paas hi rehne do..
Bebas Hai Dil Beraham Hain Niganein,
Marne Se Pahle Thaam Lena Meri Baahein,
Fir Maalum Nahi Manzil Mile Na Mile,
Sambhal Kar Chalna Kanton Bhari Hain Raahein
Sweet
Waqt Badal Jatey Hai.... Insaan Badal Jatey hai,
Waqt Waqt Pe Rishto Ke... Andaaz Badal Jatey hai,
Kabhi keh Diye Apne Ho... TO Kabhi Kah Diye Paraye,
Din Or Raat Ki Tarha..... Zindgi Ke ahsas badal jatey hai.. ?
Hasi Chupana Kisi Ko Gawara Nahi Hota;
Har Musafir Zindagi Ka Sahara Nahi Hota;
Milte Hai Log Is Tanha Zindagi Me Par;
Har Koi Tumsa Pyara Nahi Hota...
Naseeb k khail ajeeb hotay hain,
Chahnay walay ko ansu hi naseeb hotay hain,
Kon hona chahta hai apno se door,
Bichar jatay hain wo jo sab se qareeb hotay hain,
Swee2
Tu agar paas bhi ho to dil beqarar apna hai
ke humko tera nahin intezar apna hai
mile koi bhi tera zikr cheddete hain
ke jaise saara jahaan arazdar apna hai
wo dur ho to baja tark-e-dosti ka khayal
wo samne ho to kab ikhtiyar apna hai
zamane bhar ke dukhon kolaga liya dil se
is aasre pe ke ik ghamgusar apna hai
raahat-e-jaan bhi vahi haikya kije
wo jiske haath se sinaafigaarapna hai.
Na Jane Kab Wo Haseen Raat
Hogi, Jab Unki Nigahe
Hamari Nigahon Ke Saath
Hogi, Bethe Hain Hum Us
Raat Ke Intezar Me, Jab
Unke Hontho Ki Surkhiya
Mere Hontho Ke Saath Hogi!