• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai, Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai, Diwane Hi To Hai Hum Tere, Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • je choti si yaadein bda sila dengi, gulab ki tarah aapko khila dengi, mat bhoolna kbhi hmai yaadon ko, je khud aapko humse mila dengi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Gam Aur Meri Khushi Dono Usi Se Thi Aur Aaj Bhi Hai, Fark Bs Itna Hai Ki Meri Khushi Me Vo Mere Sath Thi, Aur Ab Usne Mujhe Mere Gam Me Aakela Chhor Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumhe Bhula Nahi Sakti Itna Samjh Lo Tum Ho Sirf Mere Itna Samjh Lo Is Janam Me Na Sahi Agle Janam Me Paa Kar Rahenge Tumko Itna Samjh Lo..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kahi Pyar Ki Raat Soote Kati Hai Kahi Dard Ki Raat Roote Kati Hai Meri Raat Ka Majra Kuch Na Pucho Na Roote Kati Hai Na Soote Kati Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apko barish pasnd Mujhe barish me aap, Apko hsna psnd h Mujhe hste hue aap, Apko chup rhna psnd h Mujhe bolte hue aap Apko sb kuch psnd h, pr Mujhe sirf aap.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jante Ho Phir Bhi Anjaan Bante Ho, Is Tarha Hume Pareshan Karte Ho, Puchte Ho Tumhe Kya Pasand Hai, Jawab Khud Ho Phir Bhi Sawal Karte Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • अपने दिल की बात उनसे कह नहीं सकते, बिन कहे भी जी नहीं सकते, ऐ खुदा! ऐसी तकदीर बना, कि वो खुद हम से आकर कहे कि, हम आपके बिना जी नही सकते.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Dard Ki Shiddat Ka Nazara Kar Lo, Phir Beshak Tum Mujhse Kinara Kar Lo, Is Pal Ke Baad Na Samne Aunga Main Aakhri Baar Tum Koi Ishara Kar Lo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zara Sa Dhayan Rakh Lena Meri Pehli Mohabbat Hai Wafa Ka Maan Rakh Lena Meri Pehli Mohabbat Hai Kaha Is Umar Me Hum Bhes Badlenge Faqeeron Ka Milan Asaan Rakh Lena Meri Pehli Mohabbat Hai...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bin Saawan Barsaat Nahi Hoti.. Suraj Doobe Bina Raat Nahi Hoti.. Kuch Aisi Aadat Hai Hamare Dil Ki.. Ki Aapko Yaad Kiye Bina Mere Din Ki Shuruwaat Nahi Hoti..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Koi Jane Mujhe Na Main Kisi Ko Janu, Meri Pehchaan Ko Ab Tum Mita Do, Main Ab Reh Nahi Sakta Usse Juda Ho Kar, Mera Qatal Kar Do Ya Karwa Do.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi ke dil ka dard kisne dekha hai Jisne dekha hai sirf chehra dekha hai Dard to tab hota hai jab koi apna hi humko na samjhe.. Logo ke samne to humne sirf hasna sikha hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mat karo pyar kisise itna, Pyar me subkuch khona padta hai, Ji loge 2 din me jindgika maja, Fir sari umrabhar rona padta hai.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • jab mai jaa rha tha us se door to uski palke bheeg gyi, uske aankho ko dekh kr mera dil bhi rone laga, Juda nhi hona chahta tha us se, fir kyun door hone laga, wo bhi nhi chahti aur mai bhi nhi chahta pr ye kismat ke khel se bhala kaun jeet saka....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Jaane Kab Wo Rista Ban Gaya, Koi Anjana Na Jaane Kab Apna Ban Gaya, Hame Ehsaas Bhi Na Hua Aur Koi, Hamari Zindagi Ki Zarurat Ban Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Mere Pyar Pe Zamane Ka Pehra Hai; Zamana Nahi Janta Hamara Pyar Kitna Gehra Hai; Teri Har Sans Se Milti Hai Zindagi Mujhe; Dhadakta Hai Jo Tere Seene Me Wo Dil Mera Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumko mil jaayega mujhse behtar Mujhko mil jaaye tumse behtar. Par kabhi kabhi lagta hai aise Hum ek doosre ko mil jaate th hota sabse behtar...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS