जिसने भी की मुहब्बत, रोया जरूर होगा।
वो याद में किसी के खोया जरूर होगा।
दिवार के सहारे, घुटनों में सिर छिपाकर ,
वो ख्याल में किसी के खोया जरुर होगा।
आँखों में आंसुओ के, आने के बाद उसने,
धीरे से उसको उसने, पोंछा जरुर होगा।
जिसने भी की मुहब्बत, रोया जरूर होगा।
Dil Ke Sagar Me Lehre Uthaya
Na Karo, Khwab Bankar
Neend Churaya Na Karo,
Bahot Chot Lagti Hai Mere
Dil Ko, Tum Khwabo Mein
Aa Kar Yu Tadpaya Na Karo..
Maine us se kaha k chhor do ya torr do mujhe....
Us ne hans ke gale se lagaya Mujhe or kaha...
Chorr rahi hoon Aaj tumhein..
Toot tum khud hi jao ge...
Shadi ka wada kia Perveen se,
Warna mohabbat to thi Nasreen se,
Anjane men sab kehdia Mehreen se,
Kia haal hua tha pocho Samreen se,
Ab umeed hai sirf Noreen se,
Lekin baat banegi Sabreen se,
Ya phir dekho Ambreen se,
Nahi to shayed Nosheen se,
Or hosakta hai k Zareen se,
Warna setting to hai hi Farheen se:p:d:-)
Mari dosti ka andaza na laga paoge,
khud ko bhool jaoge magar hum ko na
bhool paoge,
Ek baar hum se juda ho kar to dekho,
Qasam tumahri hamare bagair jena bhool
jaoge…
Wada Hai Hamari Ye Mohabbat Ki Dastaan Khaas Rahegi..
Aapki Surat Hamesha Dil Ke Paas Rahegi..
Nahi Bhulenge Hum Aapko Aur Aapke Payr Ko..
Jab Tak Dilme Dharkan Aur Ye Saans Rahegi..!
Mohabbat Sikha Ke Wo Judaa Ho Gaye,
Na Socha Na Samjha Khafa Ho
Gaye, Duniya Me Ek Baar Humne Kisi
Ko Apna Kaha Tha, Wo Bhi Logon Ki
Baaton Me Aakar Bewafa Ho Gaye.!
bindass chhotan chandra
Garmi E Hashrate Nakaam Se Jal Jate Hain.Hum Chirago Ki Tarha Shaam Se Jal Jate Hain.Shmaa Jalti Hai Jis Aag Mein Numaish KeLiye.Hum Us Aag Mein Gumnaam Se Jal Jate Hain.Jab Bhi Aata Hai Tera Naam Mere Naam Ke Sath.Jane Kyun Log Mere Naam Se Jal Jate Hain.
Judaa Tumse Hokar Na Ji Paunga Main,
Tadap-Tadap Ke Pal Bhar Mein Mar Jaaunga Main,
Tere Sang Hi Jeevan Bitana Hai Ab Mujhko,
Tere Bina Na Kuch Bhi Jee Sakunga Main.
Kagaz Per Kuch Hota To Mita Dete,
Kiya Hota Sauda To Kimat Chuka Dete,
Kaise Bhula Du Tuje Oo Yaad Aane Wale,
Agar Dekha Hota Sapna To Bhula Dete.
<3 RAJ
Waqt guzarta raha par sanse thami
si thi,
muskura rahe the hum,par ankho
me nami si thi,
saath hamare ye jahan tha sara,
par na jaane kyu tumhari kami si
thi.