• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ek Khayal Sa Dil Me Sama Jata Hai. Wo Shaks Mere Dil Bhata Hai. Usi Ki Aankho Me Dekh Leta Hu Duniya Sari. Isliye Har Taraf Wo Hi Nazar Aata Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat Ko Meri Thukraya Hai Usne Bewafa Bankar Rulaya Hai Usne Humne To Use Hamesha Wafa Di Bewafai Kya Hai Mohabbat Karke Samjhaya Hai Usne..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kya Kahoon Tumhain Khuwab Kahoon To Bikhar Jaogi! Dil Kahoon To Toot Jaogi! Lo, Tumhara Naam Zindagi Rakh Deta Hoon..! Maut Se Pehle Hamara Sath Na Chor Paogi!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • To aa kabi dastak de mere dar pe, Pyar pehle se km ho to shikayat krna, Mere dil meiN utr sko to shayad ye jan lo, Kitni khamosh muhabat tum se karta hy koi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Waqt wo lamhe Kuch ajeeb Honge Duniya me hum khush Naseeb honge Door se jab Itna Yaad karte hai aapko Kya Hoga Jab aap humare Kareeb honge?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तुम दूर हो या पास फर्क किसे पड़ता है, तू जँहा भी रहे तेरा दिल तो यँही रहता है..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Phir se woh sapne sajane chala hoon, Umedoon ke sare diye jalane chala hoon, Anzam toh mera bura hi hoga, Fir bhi tumhein aapna banane chala hoon.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaadien Aksar Hoti Hain Satane Ke Liye, Koi Rooth Jaata Hai Phir Maan Jaane Ke Liye, Rishte Nibhana Koi Muskil To Nahi, Bas Dilon Me Pyaar Chahiye Use Nibhane Ke Liye
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kab Dil Uski Yaad Me Chur Nahi Hota, Kab Use Milne Ko Dil Majbur Nahi Hota, Ye Saach Hai Zindagi Me Dil Uska Tutata Hai, Jiska Koi KASOOR Nahi Hota..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Kabhi Chupaya Ki Pyar Kitna Hai; Na Kabhi Bataya Ki Dard Kitna Hai; Hame Aur Ek Us Khuda Ko Pata Hai; Hame Apse Milne Ka Intezar Kitna Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaha Se Lau Hunar Use Mnane Ka, Koi Jawab Nahi Tha Uske Ruth Jane Ka, Mohbat Me Saja Muje Hi MiLni Thi, KyuKi Jurm Maine Kiya Unse DiL Lgane Ka.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "hum aashiq" har kam me kamal kar de. jo wada kare wo pura har hal me kar de, kya jarurat h ladkiya ko lipstik lagane ki, hum chumte hi hoth lal karde.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumhe khone se darta hai dil, Har pal tum pe marta hai dil, Pal pal yaad tumhe krta hai dil Ek pal tujhe bhoola tha yeh dil Tab se tujhe bhoolne se jyada, Dhadakne se darta hain yeh dil
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bheegi palkon ke sang muskurate hain hum, Pal pal dil ko bahlate hain hum, Aap door hain humse to kya hua, Har saans me aapki aahat pate hain hum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat ki hawa Jism ki dawa ban gayi,Doori aapki meri chahatki saza ban gayi,Kaise bhulun aapko ek pal k liye,aapki yaad himere jeene ki vajah ban gay....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Qareeb Nahi Mujh Se Juda Bhi Nahi, Ye Raaz Mgr Un Par Khula Bhi Nahi, Suna Hai UnKo Pasand Aa Gyi Hai Khamoshi Meri, is Khayal Se Humne Kuch Kaha Hi Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS