• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Jiyo Itna K Mrna Mushkil Ho Jaye Hasna Itna K Rona Mushkil Ho Jaye Kisi Se Pyar Krna Buri Baat To Nhi Magr Pyar Krna To Itna K Bhulana Mushkil Ho Jaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum Mohabbat bhi Maosam Ki Tarha Nibhate Ho, Kabhi baraste Ho Kabhi ek boond Ko Tarsate Ho, Pal Mein Kehte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain, Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate Ho, Bhari Mehfil Mein Dushmano ki Tarah Milte Ho, Aur Duaaon Mein Mera Naam Liye Jate Ho, Dayar-E-Ghair Mein Mujh ko Talash karte Ho, Miloon To Paas Se ChupChaap Guzer Jate Ho, Lakh mosam ki tarah rung badalte raho, Aaj bhi toot k shiddat se humein chahte ho.. Sweet Balaji.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Ulfat Ko Kabi Nakam Na Hone Denge Teri Mohabat Ko Kabi Badnam Na Hone Denge Meri Zindgi Me Suraj Chade Na Chade Par Teri Zindgi Me Kabi Sham Na Hone Denge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi jine ka maksad khas hona chahiye Or Apne Aap pe vishwas hona chahiye Jivan me khushiyo ki kami nahi, bas koi Apna Apne pas hona chahiye. #SUKHA
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo khubsurat is kadar H kya karu, sare zamane ki unpar najar H kya karu, Ji chahta H jala du sare shehar ko, Lekin us shehar Me unka bhi ghar H kya karu. Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Saath Chhodne Wale Ko To Sirf Ek Bahana Chahiye. . Ye Dost . Warna Nibhane Wala To, Maut Ke Darwaje Taq Saath Nahi Chhodte...?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • जिँदा रहने के लिये साँस लेना जरुरी तो नहीँ, धड़कन बनकर तुम पास रहो इतना ही काफी है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to Shikayat hi kiya karo, Itna bhi gair na samjho ki baat hi na kiya karo, Phone nahi to SMS hi kiya karo. Missing You!!!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Chahat Me Hum Zamana Bhul Gaye; Tere Bad Kisi Ko Apnaana Bhul Gaye Phir Laga Sara Jahaa Veerana Humko; Jaise Chaman Me Phool Mehkana Bhul Gaye Tumse Mohabbat Hai Bataya Sare Jahaa Ko; Yahi Bat Tumko Batana Bhul Gaye Humne Mita Diya Jahan Bhi Likha Tha Tumhara Naam; Bas Apne Dil Se Mitana Bhul Gaye Wo Juda Hue Humse Muskurate Hue; Magar Apni Palko Se Ansu Hatana Bhul Gaye...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sabke chehre me wo bat nahi hoti. Thode se andhere se rat nahi hoti. Zindgi me kuch log bahut pyare hote hai. Kya kare unhi se hamari mulakat nahi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Kisi Ko Chaho to Ye Ummid mat Karo K Wo b Tumhe Hi Chahe... KOSIS Karo Tumhari Chahat AISI Ho K use Tumhare SIWA KISI Or ki Chahat PASAND Na Aaye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Fijao Mein Mahakti Shaam Ho Tum, Pyaar Mein Chhalakta Jaam Ho Tum, Tumhe Dil Mein Chupaye Rakhte Hain, Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Is Behte Dard Ko Mat Roko, Yeh To Saza Hai Kisi Ke Intezaar Ki, Log Inhe Aansoon Kahe Ya Deewangi, Par Yeh To Nishani Hai Kisi Ke Pyaar Ki...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Fiza Par Asar Hawao Ka Hota Hai, Pyar Par Asar Nighao Ka Hota Hai, Koi Aise Hi Kisi Ka Deewana Nahi Hota, Kuch Kasoor To Adao Ka Bhi Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Layega rang zabt-e-fugan dekhte raho phutegi har kali mein zuban dekhte raho barpa sar-e-hayat hai ik hashr-e-dar-o-gir deta hai kon kis ko aman dekhte raho dam bhar ko aastan-e-tamanna pe hai hujum jaye bichad ke kon kahan dekhte raho milane ko hai khamoshi-e-ahal-e-junun ke dad uthane ko hai zamin se dhuan dekhte raho...iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humaray Baad Nahin Aaye Ga, Tumhain Chahat Ka Asa Maza ? Faraz?! Tum Logon Se Kehtay Phiroo Gay, Mujhe Chahao Us Ki Tarah
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khoye Hain Hum Jinki Yaado Me, Jane Wo Kaha Hai, Kaise Samjhaye Hum Apne Dil Ko Ki, Wo Sanam Nahi Bewafa Hai Jinhe Chaha Tha Humne Jaan Se Bhi Badhkar, Yu Hata Diya Hume Usne Jaise Raah Me Pade Koi Patthar..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Andaaz Wo Samajh Na Sake, Mere Jazbaat Wo Samajh Na Sake, Wo Samajh Na Sake Meri Mazboori, Mere Halaat Wo Samajh Na Sake!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhool Ke Bhi Mujhko Bhula Na Sakoge, Yaad Meri Dil Se Hata Na Sakoge, Banke Rahunga Dhadkan Main Tumhari, Band Karke Mujhko Chupa Na Sakoge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS