Sikwa teri yaadon se iss tarha kiya humne…
Haste haste shama ko rula daala humne…
Ek lamha diya tune jeene ke liye…
Aur usmein zindagi ko beeta diya humne…
Ek saffhe par likhi teri yaad ki dastan…
Dusra hissa khali hi jalaa diya humne…
Kiss baat ki sazaa dena chahti hai wo…
Jiss baat ko sunte hi bhula diya humne…
Wo kyun nahi kar sakti wafa humse…
Jiski wafa ki khatir har rishta bhula diya humne..
Breast-E-Man Not Good To Go Again And Again,
Not The Best Of The Round Veils To Heart.
You Mortar Gar Put Courage In The Head,
Then The Beater No Good Jitter From Injury.
The Slope Is Not Possible To Come Back,
Not Increase It Best To Move On Slope.
Gar To Keep Intact Its Well Known "Enter",
So Do Not Delude Yourself Any Good Lover.
Khushboo Ki Tarah Apke Pas Bikhar Jayenge;
Sukoon Ban Kar Dil Me Utar Jayenge;
Mehsus Karne Ki Koshish To Kijiye;
Dur Hote Hue B Hum Pas Nazar Ayenge!!!
Hasi Hasi Mein Kitno Ko Hasa Diya..
Hasi Hasi Mein Kitno Ke Gum Bhula Diya..
Koi Is Qadar Has Ke Gaya Hum Par..
Ki Umar Bhar Ke Liye Hasna Bhula Diya..
तु ही मिल जाए मुझे बस इतना ही काफी है;
मेरी हर सांस ने बस ये ही दुआ मांगी है;
जाने क्यूँ दिल खिंचा चला जाता है तेरी तरफ;
क्या तूने भी मुझे पाने की दुआ मांगी है।
Zindagi Ne Diya Sab Kuch Par Wafa
Na Di, Zakham Diye Sab Ne Par
Koi Dawa Na Di, Hum Ne To Basa
Liya Sabko Apne Dil Me, Par Kisi
Ne Humen Apno Main Jagah Na Di.
Aaj Bhi Dil Mein Hai Ek Feedback About,
Dil Mein Hai Pyar Ka Gham Be-Shumar,
Pata Nahi Yeh Dil Magar Kuch Keh,
Kisi Ke Liye Iss Dil Mein Hai Bahut Romance.
Guzar Gaya Wo Waqt Jab Teri
Hasrat Thi Mujhe, Ab Tu
Khuda Bhi Ban Jaaye To Tera
Sajda Na Karu, Use Kehna
Apni Kismat Pe Naaz Karna
Accha Nahi Hota, Humne
Baarish Me Bhi Jalta Hua
Ghar Dekha Hai..!
Log pochtey hen kyon surkh hen
tumhari Aankhen,
Hans k keh deti hon raat so na saki,
Lakh chahon bhi magar yeh keh na
sakon,
Raat ronay ki hasrat thi magar ro na
saki
Dosti Vo Jo Aapke Jajbat Ko Samjhe....
Humsafar Vo Jo Aapke Ehsas Ko
Samjhe.....
Mil To Jate Hai Sab Apna Kahene
Wale... Par Apna Vo Jo Bin Kahe
Aapki Har Bat Ko Samjhe....
Kismat Kismat Ki Baat Hai,
Aj Din Aur Kal Raat Hai,
Kavi Dhoop To Kavi Barsaat H,
Ye DOSTI Ka Silsila Chalta Rahega
Jab Tak Hum hai Tabtak Hamra Msg
Hai...!!!