Aapne Dil Me Tumhare Pyaar Ki Dastan
Likhi Hai, Na Thodi Na Bohot Tamaam
Likhi Hai, Kabhi Humare Liye Dua Bhi
Kar Liya Karo Kyun Ki Humne Aap Ni
Har Saans Par Tumhare Naam Likhi Hai.
Taraste the jo hamse milne
ko kabhi…
Na jane q aaj mere saye se
bhi wo katrate hain
Ham bhi wahi hain, dil bhi
wahi hai..
Naa jaane kyun log badal
jaate hain….
By Ajooba Khan
Ek Sachche aur achche dost k liye sentence...
Jab mai mar jaunga to mere najdik mat aana..
.
.
.
Kyonki us samay mera haath tumhare aansu nhi poch payega..
जीवन कसं असतं ?
जगण्या पेक्शा मरणं सोप असतं …
स्वप्नान मागे धवायाच असतं ,
पण नेहमी च्या ट्रेन ला मातृ सोडायच नसतं
…
मनातल्या मनात रडायच असतं ,
पण चेहर्या वर मातृ स्मितहास्य दाखावावं
लागतं …
आपल्याबरोबर चे सगळेच भरपूर पुढे गेलेले
दीस्तात ,
पण आपणच मागे का? याबद्दल अनेक प्रश्न
पडतात…
Tere pyar mein khudko aisa khoya
Na Din Mein Soya Na Raat mein Roya ...
.
Ab To unki Ruswai se bhi Pyar hai hume,,,
Bas khuda se Milne ka Intejaar hai hume
Rote Rote Unki Bewafaai hassa jati hai...
.
Ae khuda tu baata
Itna Dard kyu hai
jab Unki yaad aati hai...
Pyar Ke Panno Se Bhari Kitab Ho Tum,
Rishton Ke Phulo Mai Gulab Ho Tum,
Kuch Log Kehte Hai Ke pyar Sacha Nhi Hota,
Un Logon Ke Har Sawaal Ka Jawab Ho Tum
Meri Jaan ho tum …
Kuch log zindgi me is kdar shamil ho jate hain
Agar bhulna chaho to or yad ate hain.
Bas jate hain wo dil me is kadar
Ke ankhen band kro to samne nazar aate hain.
Sitam Mat Puchiye Kaisa
Mera Dildar Karta Hai..
Kabi Izhaar Karta Hai
Kabi Inkaar Karta Hai..
Zuban Se Haal E Dil
Izhaare Ulfat Wo Nahi Karta..
Nigaaho Se Ye Lagta Hai
Wo Mujhse Pyar Karta Hai..!
chandani ko rusul kehta hun
bat ko bausul kehta hun
jagamagate hue sitaron ko
tere pairon ke dhul kehta hun
jo chaman ke hayat ko das le
us kali ko babul kehta hun
ittefaqan tumhare milane ko
zindagi ka husul kehta hun
aap ke sanvali si surat ko
zauq-e-yazdan ke bhool kehta hun
jab mayassar ho sagar-o-mina
barqparon ko phul kehta hun
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Sagar Siddiqui
hothon me lekar naam unka main ji raha hu aaj bhi...
nindo me lekar khwaab unka main so raha hu aaj bhi...
unhe to pata hi nahi ke hum kitna chahte the unhe...
phir bhi unhi ki raho me intejar se baitha hu main aaj bhi...