• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Rote Rote Rahe Gaye, Shaam Ke Tarha Guzar Gaye, Saab Log Mujhe Rulaye Gaye Haar Koi, Subha Ke Tarha Hum Phir Se Na Chamak Paye....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nice line.. "Maine maut ko dekha to nahi par shayed wo BAhUt khubsurat hogi..." "kambakht jo bhi usse milta hai" ZINDAGI chhod deta hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Baho Me Simatne Ki Chahat Hai, Tere Sath Lipatne Ki Chahat Hai, Khuda Ko Ek Nazar Dekhne Ke Baad, Tujh Par Mar Mitne Ki Chahat Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kehte Hai Har Baat Sab Ko Batayi Nahi Jaati, Apno Ko Bhi Sunayi Nahi Jaati, Par Sanam Tum Mere Dil Ka Aaina Ho, Aur Aaine Se Koi Baat Kabhi Chupayi Nahi Jaati.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Dharakta Hai Tuje Dekhu To.. Saans Bhi Meri Rukne Lagti Hai.. Pyar Itna Hai Mere Dilme Tere Liye Sanam.. Ki Rooh Bhi Meri Khinchne Lagti Hai.. Chain Milta Hai Jab Mai Dekhu Tuje.. Warna Ye Ankhe Tarasne Lagti Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Roti hui ankho me intezar hota hai Na chahte hue hai bhi pyar hota hai kyun dekhte hai hum wo sapne jinke tutne par bhi unke such hone ka intezar hota hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Majburiyo Ko Hum Ankho Me Chupa Lete Hai Hum Kaha Rote Hai Halaat Rula Dete Hai, Hum To Har Pal Yad Krte Hai apko, Par ap Yad Na Karne Ka ilzam Laga Dete Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Roothne Ka Koi Bahana Nahi Toote Dil Ka Koi Thikana Nahi Dil Ka Har Kona Bhara Hai Zakhmo Se Sab Ne Azmaya Hume Ab Tum Hume Azmana Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kahi Pyar Ki Raat Soote Kati Hai Kahi Dard Ki Raat Roote Kati Hai Meri Raat Ka Majra Kuch Na Pucho Na Roote Kati Hai Na Soote Kati Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • दुआऐं जमा करने में लगा हूँ यारों. . . . सुना है दौलत और शोहरत साथ नही जाते
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Main “tanha hoon” ,in bato ka ehsaas bar -bar mat dilao mujhe , Aey# Bewafa..! In “tanhaiyon” ki wajah bhi aakhir tum hi ho !
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Pyr Ki Inteha Kuch is Kadar Ho, Ki Meri Kabar Pe Bana Unka Ghar Ho, Mera SANAM Jab Jab Soye Zameen Pe, Mere Seene Se Laga Unka Sar Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mana Ki Kuch Dil’o Mein Nafrat Hoti Hai, Par Har Dil Mein Koi Hasrat Bhi Hoti Hai, Insaan Uss Ke Aage Kyu Majboor Ho Jata Hai, Jis Se Use Be-Panah Mohobbat Ho Jaati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Girl’s father- Main nahi chahta ki meri beti Apni puri zindgi 1 gadhe k sath guzare. Boyfriend- Bus, isiliye main use Yaha se le jane aya hun
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek din hua ishq ka ehesas unhe.Wo humare pass akar saara din rote rahe.Hum bhi itne khudgarj nikle yaaro.K aankhe band karke kabr me sote rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri dosti dil se bhula nhi skte, Lakh chahe bhi to dost tere jaisa pa nhi skte, Maana ke waqt ne thoda dur kar diya, Par ek-dijhe ke dil se dur ja nhi skte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Seher, Teri Soch Se Nikal JaunGa,, Kisi Udaas Sham ki tarah Main bhi Dhal JaunGa... Tu Jo Mukar Gai Hai Har Baat Se Apni,, Dekh Lena EK Din Main Bhi Badal JaunGa... Mat Dikha Mujh Ko Apna Pasheman Chehra,, Jab Ke Tu Janti Hai ki Main Pighal JaunGa... Chahe Laakh Tadpoon Tere Intzaar Main,, Mat Laut Ke Aana, Main Sambhal JaunGa... Tera Hona Itna Zarori To Nahi Hai,, Main To Yaadon Ke Khilaone Se hi Behal JaunGa...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi ke raho mein bahut se dost milenge, Ham kya ham se bhi achhe hazar milenge, En aacho ki bhid mein hame na bhula dena, Ham kaha tumhe bar bar milenge…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jahan Dekhu Samne Nazar Aati Ho Tum Pyar Ki Parchhaiyon Se Hamesha Yaad Aati Ho Tum Mere Khwabon Ki Duniya Mein Rehti Ho Tum Mere Pass Aa Ke Muskurati Ho Tum Mohabbat Ki In Raaho Mein Aa Ke Tadapati Ho Tum Pyar Hume Dekar Door Chali Jati Ho Tum…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS