• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Teri Har Ada Mohabbat Si Lagti Hain Ek Pal Ki Bhi Judai Muddat Si Lagti Hain Pehle Nahi Soocha Tha Aab Soochne Lage Hain Jindgi Me Har Pal Teri Jarroorat Si Lagti Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mera Vajood Sirf Meri Mohabbat Se Hai; Mujhe Ghuroor Bahut Apni Mohabbat Pe Hai Ki Hai Tujhse Mohabbat Maine Bepanah; Aur Meri Zindagi Ka Sukoon Sirf Meri Mohabbat Se Hai Mujhe Chahte Honge Aur Bhi Log Bahut; Magar Mujhko Mohabbat Sirf Apni Mohabbat Se Hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tinko se bana pal... Pal se bana lamha... Aur Lamho ne Waqt ko bunaa.... Har pal koi kisi ke sath nahi reh sakta.... Isiliye to khuda ne yaadon ko chunaa.... By:-AshuTosh ChouDhary
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jaruri Nahi Ki Sari Duniya AchhiNikale. Saare Pyar Sachhe Nikale. Aye Khuda... Likh Meri Qismat Dusri Kalam Se. Jaruri Nahi Ki Dusri Kalam BhiAchhii Nikale.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मोह्ब्बत किसी ऐसे शख्स की तलाश नही करती जिसके साथ रहा जाये, मोह्ब्बत तो ऐसे शख्स की तलाश करती हे जिसके बगेर रहा न जाये !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Roz Aate hai chand sitare, Magar koi khushi ka paigam nhi Aata, Hume to intazar hai aapke SMS ka, Par shayad aapko humara khayal hi nahi ata...... Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chahat Paane Ki Hasrat Kise Nahi Hoti... | Magar Har Kisi Ki Aisi Kismat Nahi Hoti... | Koi Ek Hota Hai jo Sama Jata Hai Dil Me... | Har Kisi Se Ye Muhabbat Nahi Hoti...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumne Sada Sath Nibhane Ka Vada Tod Diya,Bich Raah Mein Mera Sath Bhi Chhod Diya,Kehte The Sath Nibhayenge Marte Dum Tak A-sanam,Lekin Adhe Raste Mein Hi Hume Marne K Liye Chhod Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Lo Apna Jahan Ae Duniya Waalon, Hum Is Duniya Ko Chhor Chale, Jo Rishtey Natey Jorray The, Wo Rishtey Nate Tor Chale.. Kuch Sukh Ke Lamhe Dekh Chale, Kuch Dukh Ke Lamhe Jheil Chale, Taqdeer Ki Andhi Gardish Ne, Jo Khel Khilaye Khel Chale Har Cheez Tumhari Lauta Di, Hum Kuch Na Le Kar Sath Chale, Phir Dosh Na Dena Ae Logon, Hum Dekh Lo Khali Hath Chale Ye Raah Akeli Kat’ti Hai, Yahan Sath Na Koi Yaar Chale, Us Paar Na Janey Kya Hoga, Is Paar To Sab Kuch Haar Chale…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere es dil ka kahna mano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat ko mere naam krdo, Meri yad par faqat itna hi ehsaan kar do, Kisi din subah ko milo, or shaam kar do..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Acche Risto K Liye, Kisi Vade Ya Kasam Ki Zaruat Nahi H. Unke Liye To Do Acche Insaano I Jarurat Hoti H. Jaise Ek Hum Or Ek Angel.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jis K Liye Sb Kuch Luta Diya Hmne, Wo Kehte H Unko BhuLa Diya Hmne, Gye The Hm Unke Ansu Pochne, iLzam De Diya Ki Unko RuLa Diya Hmne.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapse Pyaar Karne Ko Dil Karta Hai, Aapko Baaho Mein Bharne Ko Dil Karta Hai, Ek Aap Hi To Hai Iss Duniya Mein Jispe, Dil-O-Jaan Nisaar Karne Ko Dil Karta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • KitnA Pyaar Karte hain tumse . Kaash TumkO bhi yeH ehsaaS ho JayE . Magar AisA na Ho Ke . Woh hosH mein tab Aaaye . Jab HuM gehri neenD mein so JaayE.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishq Paar Lagti Rahegi Haar Daur Mai Pabandi, Ek Aashiq Ki Watt Lagwane Ki Zarurat Kya Thi. Maan Lo Agar Ye ek tarfa Mohabbat Thi Too Phir Bhootni ! Mujhe Dekh Kaar Muskraane Ki Zarurat Kya Thi........
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bade ajab gam sajha ho gae,teri mohabbat me... Tere aane se pehle,mere takaaje kuch aur the..... Mera bikhar ke kuch esa hashra ho jaega,Haaye!! Mohabbat ke baare me,mere andaaje kuch or the.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapki Iss Dillagi Mein Ham Apna Dil Kho Baithe, Kal Tak Uss Khuda Ke The Jo Aaj Apke Ho Baithe, Suna To Tha Pyaar Deewana Kar Deta Hai, Karke Jo Dekha Khud To Ham Bhi Hosh Kho Baithe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazre Jhuki To Paimane Bane; Dil Toote To Maikhane Bane; Kuch To Zarur Khas Hai Ap Me; Varna Hum Yuhi Nahi Apke Deewane Bane!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS