Mere Tute Huye Dil Ko Sahara Koun Dega,
Meri Toofaan Me Kashti Ko Kinara Koun Dega,
Ye Kaise Mod Par Laayi Hai Zindgani,
Adhuri Si Likhi Gai Hai Kyon Meri Kahani,
Hai Ab Kis Rah Par Chalna Ishara Koun Dega,
Mai Hoon Aor Ab Sath Mere Meri Tanhaiyan Hai,
Meri Ankho Ko Khushiyon Ka Nazara Koun Dega ..!!
Sang DiL Zamana Hai Sath Chal Nahi Sakte,
Aag Me Mohbat Ki KhuL Ke JaL Nahi Sakte,
Ha Mgr Ye Kehte Hai Hum Sari MehfiL Me,
Tum Badal Jaao Hum Badal Nahi Sakte.
Tu Hi Meri Hai Saari Zameen
Chahe Kahin Se Chalun
Tujh Mein Hi Aake Ruku
Tere Siva Main Jaun Kahan
Koi Bhi Raah Chunu
Tujh Mein Hi Aake Ruku
Tum Mile To Lamhein...
Main yun miloon tujhse ke tera libaas ban jaun,
Tujhe bana ke samandar aur khud pyas ban jaun
Aaj pehloon mein mujhe toot ke bikhar jane do,
Kal ko shayad mumkin nhi ke main tumko paun
Tu ban jaye lahar aur main sahil ban jaun,
Ho ishq mera sahil to main roz tujhse takraun
Jo Koi Samajh Na Paaye Wo
Baat Hu Mai.. Jo Dhal Ke
Nayi Subah Laye Wo Raat Hu
Mai.. Chale Jaate Hain Log
Is Dilse Rishta Banakar..
Jo Kabi Chhod Ke Na Jaaye
Wo Saath Hu Mai..!
Yaadien aksar hoti hain satane ke liye,
Koi rooth jata h fir maan jane ke liye,
Rishte nibhana koi muskil to nahi,
Bas dilo me pyar chahiye use nibhane k liye.
Abi Kamsin Ho Rehne Du Kahain Kho Do Gay Dil Mera
Tumhare Hi Liye Rakha Hai Le Jana Jawan Ho Kar
Na Kamsin Hoon Na Nadan Hoon, Mohabat Ko Samjhta Hoon
Tumhara Kia Baroosa Hai Mukr Jao Jawan Ho Kar
5 Lovable Words:-
"I Am Alone Without U"
4 Pleasant Words:-
"I Care For U"
3 Sweet Words:-
"I Like U"
2 Special Words:-
"Miss U"
1 Important Word:-
""U""
अपने जज्बात को नाहक ही सजा देती हूँ
होते ही शाम चरागों को बुझा देती हूँ
जब राहत का मिलता ना बहाना कोई
लिखती हूँ हथेली पे नाम तेरा,
लिख के मिटा देती हूँ.......
Meri Zndgi Ki Kitaab Me Har
Khwab Tumhara Tha, Kahaani
To Meri Hi Thi Par Kalaam
Tumhara Tha, Meri Zndgi Ke
Afsaane Me Log To Bahut Se
Thay, Par Mujhko Jiski Chahat
Thi Wo Naam Tumhara Tha..!