• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Zindagi Kitni Khubsurat hoti, Agar teri chahat adhoori na hoti, Kuchh uljhane khuchh majbooriyan hoti beshak, Magar pyaar mein itni dooriyan na hoti…..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Kehte Hai Majboor Hu Mai; Na Chahte Hue Tumse Door Hu Mai; Churali Hai Unho Ne Dhadkan Hamari; Phir B Kehte Hai Bekasoor Hu Mai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mana Ke Pyaar Ka Akshar Adhura Hota Hai, Par Us Aadhe Ko Kaat Dalo To Yaar Hota Hai, Aur Itna Yaad Rakna Mere Dost Yaaro Me Hi Sahi Pyaar Hota Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar ka to khel hi nirala hai Isme ache acho ka ho jata muh kala hai Bacha to sirf wahi hai mere dost Jisne khud ko prem rog se sambhala hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jaruri Nahi Ki Sari Duniya Achhi Nikale. Saare Pyar Sachhe Nikale. Aye Khuda... Likh Meri Qismat Dusri Kalam Se. Jaruri Nahi Ki Dusri Kalam Bhi Achhii Nikale.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तेरे मेरे रिश्ते को क्या नाम दूँ, यह नाम दूँ या वह नाम दूँ, इस दुनिया की भीड़ मैं नाम हो जाते है बदनाम, क्यों न अपने रिश्ते को बेनाम ही रहने दूँ.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dard Mujhe Dekar Wo Chain Pata Hai, Bina Aag Ke Hi Mujhe Jalata Hai, Dard Nahi Hota Mujhe Bas Ye Soch Kar, Mujhe Aanshu Dekar Wo Muskurata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ik Din To Tujhe Aana Hi Padega, Wada Jo Kiya Nibhana Padega, Chhod Sakhiyon Ka Shehar Is Aur, Ik Naye Jahaan Me Aana Padega, Dekhein Kaise Khud Ko Rok Paoge, Chahat Ki Dor Sang Aana Padega, Gar Tu Magroor Hai To Hum Jiddi, Doli Me Baitha Kar Lana Padega, “Sagar” Ishq Kiya Koi Chori Nhi, Tadpayegi Yaad To Aana Hi Padega…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कोई हँस के जीता है तो कोई रोकर कोई हँसाकर जीता है तो कोई रुला कर हमारी बात कुछ और है यारों हम हँसाकर रो भी लेते है और हँसकर जी भी लेते है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhse Wo Hamesha Ye Kehti Thi, Aap Bahut Achhe Hai Bahut Achhe Aap Dusro Se Alag Hai . . . Mujhe Nahi Pata Tha, Yaar Achha Hoga Bhi Duniya Me Saja Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Aansoo Hote Hain Jo Behte Nahi, Log Apne Pyaar Ke Bina Duniya Mein Rehte Nahi, Hum Jaante Hain Aapko Bhi Aati Hai Humaari Yaad, Par Jaane Kyon Aap Humse Kehte Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Kalam Mein Ab Jang Sa Lag Gaya Hai.. . . ~Aye Bewafa~ . . Jab Tak Tu Bewafai Na Kare Yeh Chalti Hi Nhi Hai.!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kessi ye judai he aankh meri bhar aai h mera dil tut raha h use bas ab tut ne do ye pehli bar hua esa q ehsaas hua rote hasta hu, haste haste rota hu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chehre ki hansi se har gam chhupao, Bahut kuch bolo par kuch na batao, Khud na rootho kabhi par sabko manaao, Raaz hai ye zindgi ka bas jeete chale jao…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhe pta hai ek din o laut aayegi. mere kabber pe aasu bahayegi. kata hu kasam mere dosto. jis din usko aahesas hu mere pyar o bhi mere paas khud ke ghr aayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS