• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Mera Dil Hai Jab Tak, Teri Justaju Hai Meri Zubaan Jab Tak, Teri Guftagu Hai Khuda Jaane Kya Hoga Anjaam Mera Jahan Dekhta Hoon Tu Hi Tu Rubaru Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat Ke Saaye Tale Baithte Hai Hum, Tere Khayalon Mein Khoye Rehte Hai Hum, Mil Jaaye Aapki Mohabbat Ka Tohfa Tere Roop Mein, Khud Se Bas Yahi Khwaish Roz Roz Karte Hai Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • लोग कहते हैं की इतनी दोस्ती मत करो के दोस्त दिल पर सवार हो जाए... में कहता हूँ दोस्ती इतनी करो के दुश्मन को भी तुम से प्यार हो जाए....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi Guzar Rahi Hai Uss Ke Khayalon Mein Ajeeb Si Ik Laali Thi Uss Haseen Ke Gaalon Mein Socha Tha Bhool Jayenge Uss Bewafa Ko HumLekin Eik Bhi Yaad Na Mit Saki Dekho Itne Saalon Mein!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unki Mohabbat Ko Hum Pane Me Reh Gaye; Unke Sath Zindagi Bitane Me Reh Gaye; Usne Apna Humsafar Kisi Aur Ko Chun Liya; Aur Hum Use Apna Banane Me Reh Gaye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Sila Mila Hai Mujhko Teri Dosti Ke Peeche, Ke Hazaar Gam Lage Hain Meri Zindgi Ke Peeche, Tujhe Dil Diya Hui Ye Kaisi Bhool Mujhse, Mai Kaha Kaha Na Bhatki Teri Ashiqi Ke Peeche..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aankhe Tadap Rahi Hai Tujhse Milne Ke Liye, Koshish Bahut Ki Dil Ko Samjha Ne Ki, Ye Doori Doori Nahi Hoti, Meri Aankhe Jab Main Band Karta Hun.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khyalon Mein Woh Hurdum Mere Sath Sath Rahti Hai Na Aankho Se Na Juba Se Mujhe Wo Kuch Kahti Hai Aankhen Hurdum Usske Deedar Ko Tarstati Rahti Hai Kaano Mein Wo Mere Kuch Kuch Kehti Rahti Hai Apni Zulfein Jab Woh Mere Chehre Per Bikhra Deti Hai Bari Saadgi Se Phir Woh humari taraf Muskara Deti Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapka Aasiya Dil Mein Basa Rakha Hain, Aap Kee Yaado Ko Sine See Laga Rakha Hain, Pata Nahi Aaphi Kee Kyu Aati Hain, Dost To Maine Auro Ko Bhii Bana Rakha Hain?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Barbaad ho gaye the hum duniya ne yun humko sataya tha, Har ek mod pe hum girte the kisi ne bhi na humko uthaya tha, Tab tune hi sanam ek umeed ka diya jalaya tha, Apne har ek gam ko chupakar mujhe jeena sikhaya tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • जाने क्यों इस जहाँ मे ऎसा होता है, खुशी जिसे मिले वही रोता है, उम्र भर साथ निभा ना सके जो, जाने क्यों प्यार उसी से होता है…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Dil Mein Rahenge Sms Bankar, Dhadkano Mein Bajenge Ringtone Bankar, Kabhi Apne Dil Se Juda Mut Samajana, Hum Tere Saath Chalenge Network Bankar! lv
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaash yeh faasle na hote, Kaash hum door na hote, Kaash hum aur aap saath hote, Toh.. Toh… Toh.. Kam se kam Sms ke paise bach jaate yaar..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tera Naam Meri Ibadaat Tera Ishq Meri Khudayi Berang Thi Meri Dunia Rangeen Tu Ne Banayi Dil Ki Har Dharkan Me Tu Shamil Hai Is Tarah Dekhu Jab Bhi Aaina Surat Teri Hi Nazar Aayi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj Na Jane Kyu Aankho Me Aanshu Aa Gye, Msg Likhte-Likhte Khwab Yaad Aa Gye, MiLne Ki Tmanna Thi Aapse Lekin, Aanshuo Me Aap Nazar Aa Gye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Shanti se padna fir rply krna.100 red roses is duniya me h.Usme 99 red roses abi busy h & 1 ye msg padh raha h.Y msg aap unko send kro jinko aap Dilse frnd mnte ho +ME.Jitne msg vapas aye us number ka sentence padho.1)apko parents ki support hai2)apke frnd ko apke sath sirf hamdardi hi h3)apke frnds aapko bahut pasand krte hai.4)koi hai jo aapse silent love krta hai.5) 5 se jyada aaye to koi aapko paane k liye baghwan se pray krta h.rply.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhe pane ke liye thoda intzaar karlege.Aaoge tum to hum apne ishq ka izhaar kar denge.Kismat aur kuda par kisko yakin hai.Tumhare liye inpe bhi atbaar karlege.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS