मैंने अपनी हर एक साँस तुम्हारी गुलाम कर रखी है,
लोगो ने ये जिन्दगी बदनाम कर रखी है,
अब ये आइना भी किस काम का मेरे,
मैंने तो अपनी परछाई भी तुम्हारे नाम कर रखी है.!!
Har dil ki tamnna pyar hai,
Har dil ki chahat pyar hai,
Har dil me ek khwahish hoti hai,
Meri khwahisho me bhi terahi izhar hai,
Mere dil ki chahat tumho Meri jindagi me sirf tera intezar hai......
=Humne Chaha He Jinhe Wo Lakho Me Ek H.
=Jana He Humne Wo Dil Ke Bhi Nek H.
=Unki Diwani To Sari Duniya He.
=Lekin Hamari To Duniya Hi Wo Ek Hai.
I love u pk
Vo Javani Bhi Kya Jisame Hum Javan
Na Ho, Vo Divangi Bhi Kya
Jisme Hum Divane Na Ho, Vo
Dostana Bhi Kya Jisme Humari
Dosti Ka Jikra Na Ho, Vo Duaa Bhi
Kya Jisme Aap Or Hum Shamil Na Ho.
Main Raaz Tujh Se Kahoon Humraaz Ban Ja Zara
Karni Hai Kuch Guftagoo Alfaaz Ban Ja Zara.
Juda Jab Se Huwa Tere Bina Khamosh Raheta Hoon Màin
Labon Ke Paas Aa Ab Too Meri Aawaz Ban Ja Zara.
Too Mila To Khuda Ka Sahara Mil Gaya.
Gamzada Gamzada Dil Ye Tha Gàmzada
Bin Tere Bin Tere Dil Ye Tha Gamzada.
Thanks
Sab Kuch Hai Mere Paas Par Dil ki Dawa Nahi...
Door wo Mujhse hai Par Main Khafa Nahi...
Maloom hai Ab bhi Pyar Karta hai Mujhe...
Wo Thora Ziddi Hai Magar Bewafa Nahi....
Tamanna Kar Rahe Ho Aap Jin Khushion Ki,
Wo Saari Khushiya Aapke Kadmo Mein Ho,
Bhagwan Aapko Wo Haqeeqat Mein Deta Rahe,
Jo Kabhi Socha Aapne Apne Sapno Mein Ho.
ppyar-vyar to ek bahana hai.
dil mile na mile lips ko milana hai.
ye style hai sab ashiqo ka.
kya kahe doston
ye dilip kumar ka nahi emran hashmi ka jamana hai.
Bana Bana Ke Tamanna Mitayi Jati Hai,
Ajeeb Tarah Se Wafa Aazmaai Jati Hai,
Unko Humse Mohabbat Nahi To Phir Kyu,
Jhuka Jhuka Ke Nazre Humse Milaai Jati Hai.
In Aankhon Mein Aur Koi Ab Basta Nahi Hai,
Ek Aapko In Aankhon Mein Basaane Ke Baad,
Yeh Dil Mera Ab Kahi Aur Lagta Nahi Hai,
Ik Aap Se Is Dil Ko Lagane Ke Baad
Na Jane Kya Ho Gaya Humko Raat Ko
Neend Nahi Aati
Ankhen Band Karte Hain Soone Ko Par
Tasveer Unki Nahi Jati
Chalo Neend Na Sahi Kaash Maut Hi Aa
Jati..!
Shayad Main Ab Mohobbat Na Kar Pauga,
Chahu Bhi To Kissi Or Ki Na Ho Pauga.
Malum Na Tha Ki Ye Dillagi Dil Ko Yu Le Jayegi,
Ki Zinda Ho Kar Bhi Main Saans Na Le Pauga.
Ap ko chaheyai umar sar honai tak
kon jeta hai tere zolfo k sar honai tak
ham nai mana k tawafulna karogai laiken
khak ho jayai gai tum ko khabar honai tak
दिल के ...जख्मो ...पर __मत रो मेरे_यार .....
वक्त हर" जख्म" का * मरहम * होता है ,,,,,,,
दिल_ से _जो < सच्चा >"प्यार "करे.......
उसका ~ तो _खुदा _भी { दिवाना }होता है......!!!!!!
हसना हमारा किसी को गवारा नही होता,
हर मुसाफिर ज़िंदगी का सहारा नही होता,
मिलते है हर लोग तन्हा ज़िंदगी में,
पर हर कोई आप सा प्यारा नही होता.
By - एस पी पोटे
Pyaari subah teri aur shaam meri ho,
Din teri aur raat meri ho,
Hasi teri aur udaasi meri ho,
Jab maut aaye to Yaar sirf,
Kabar teri aur usmein laash meri ho.