Dil Ke Kharidar To Hazar
Miljayenge.. Dhoka Bhi
Dene Wale Hazar Miljayenge..
Ham Jaisa Dost Na Mil
Payega Aapko.. Bewafa Yaar
To Besumaar Mil Jayenge..
Ajnabi raah thi,
Tute se alfaaz the...
Kahi jhuki palko me,
Mohabbat k kuch raaz the.
Na koi saya tha,
Na koi aahat thi....
Khamosh raaste par chal rahe the hum,
Sirf dhadkano ki awaaz thee.
Aankho Me Mat Dekho Neend Chura
Lungi, Na Dil Ke Kareeb Aao
Warna Mohabbat Sikha Dungi,
Gehra Hai Aap Se Rishta Itna
Aye Sanam Ki Khwabon Me
Bhi Aaye Toh Apna Bana Lungi!
khuda ne kya khub insaan banya hai.
har ek ko ek duse se milya hai.
ek jababu de khud aaj mujhe .
jab rulna tha apne bando ko.
to kyu ek dure ka pyaar bnaya hai.
Layega rang zabt-e-fugan dekhte raho
phutegi har kali mein zuban dekhte raho
barpa sar-e-hayat hai ik hashr-e-dar-o-gir
deta hai kon kis ko aman dekhte raho
dam bhar ko aastan-e-tamanna pe hai hujum
jaye bichad ke kon kahan dekhte raho
milane ko hai khamoshi-e-ahal-e-junun ke dad
uthane ko hai zamin se dhuan dekhte raho
mahafil mein un ke shama jali hai ki jan-o-dil
khulata hai kab ye raz-e-nihan dekhte raho
Teri Mohabbat Me Ye Muqaam Chaha Hai
Tere Naam Ke Saath Apna Naam Chaha Hai
Tu Mil Jaye Muje Hamesha Ke Liye
Bas Itna Hi Apni Mohabbat Ka Anjaam Chaha
Hai..!
Mujhe Malum Hai Wo Shaks,Kitni Bewafa Thi...
Kisi Ko Bewafa Kehna Mujhe,Accha Nahi Lagta..
Zakham To Bahot Diye Hain,Us ne ls Dil-e-Nadaan Ko...
Zakham Hum Bhi Dete Magar Badla,Lena Mujhe Accha Nahi Lagta…
इश्क़ में कोई खोज नहीं होती,
यह हर किसी से हर रोज नहीं होती,
अपनी जिंदगी में हमारी मौजूदगी को
बेवजह मत समझना,
क्योंकि पलके कभी आँखों पर बोझ
नहीं होती...... TM
Teri Har Ada Mohabbat Si Lagti Hain,
Ek Pal Ki Bhi Judai Muddat Si Lagti
Hain,
Pehle Nahi Soocha Tha,
Aab Soochne Lage Hain,
Jindgi Me Har Pal Teri Jarroorat Si
Lagti Hain.
Saamne Na Ho To Tarasti Hai Aankhe,
Yaad Me Teri Barasti Hai Aankhei?.
Mere Liye Nahi Inke Liye Hi Aa Jaao,
Aap Ka Bepanaah Intezaar Karti Hain Aankhe !!!
Intzar ki aarzu ab khogayi hai,
Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai,
Na sikwa raha na shikayt kisi se,
Agar hai to ek mohbbat,
jo in tanhayion se ho gayi
hai..!
.
.
.
.
.
Friend ap ko meri shairy kaysi lagi plz mujhe mere number par msg ya call kr ke zarur batayen.
Thanx...
Rukh Rukh Kar Unke Sath Hume Ek Chahat Se Ho Gaye...
Baat Baat Karte Karte Hume Unke Adat Se Ho Gaye.....
Unse Milne Ke Liya Ek Bechane Se Rahate Hai Hume...
Na Jane Doste Nibhate Nibhate Hume Mohabbat Se Ho Gaye Hai.......
Chaho Tum Jise Chahat Se Zyada
Sapne Dekho Tum Jiske Nind
Se Zyada Mango Tum Jise Mannat
Se Zyada Khuda Kare Wo Bhi Tumhe
Pyar Kare Apni Sanso Se Zyada!!