Kaash koyi hum par bhi itna pyaar jatati,
Piche se aakar wo hamari ankho ko chupati,
Hum puchhte ki kaun ho tum…??
Aur wo has kar khudko hamari jaan batati.
Ab To Teri Hi Yad Me Tadapta Hai Mera Ye Dil;
Tu Hi To Hai Mere Pyar Ki Wo Manzil
Tuje Khoja Hai Maine Jane Kitne Thikano Me;
Kabi Apno Me To Kabi Khud Begano Me
Ab Rahat Hai Dil Ko K Tu Mere Pas Hai;
Tuje Kya Malum Tu Mere Liye Kitna Khas Hai
Teri Khushi Ko Dekh Kar Mujme Ati Hai Jan;
Mere Liye To Anmol Hai Bas Teri Pyari Muskan
Jab Hai Tu Sath Mere Tab Nahi Hai Mujhe Koi Dar;
Ab To Yahi Chah Hai Ban Ja Tu Mera Humsafar
Ye Maana Hamne Ke Mohobbat Khudaa Nahi,
Par Khudaase Judaa Bhi Nahi.. To Phir kyun….??
Gar Mohobbat Ibaadat hai..
To Mohobbat Me Dil Bekaharaar Kyun Hai..??
Gar Mohobbat Ibaadat Hai,,
To Mohobbat Me Gham Shumaar Kyun Hai…??
Mohobbate Khudaa Se Jab Milti Hai Jannat,,
Mohobbate Yaar Me Zindagi Dushawaar Kyun Hai…??
"Aapki yadon ke bina zindagi adhuri hai,
aap jo mil jaye to zindgi puri hai,
aapke sath judi hai meri khusiya baki
sabke sath hasnaa to meri mjburi hai..."
कुछ उलझे सवालो से डरता है ये दिल.....
कुछ तन्हाइयों से बिखरता है ये दिल......
अपने प्यार को पाने की चाहत ना रही....
कुछ अपनों को खोने से डरता है ये दिल.
Pattharo se pyar kiya nadaan the hum,
galti humse hui kyoki insaan the hum,
aaj jinhe humse najre milaane me taqleef hoti hai,
kabhi usi sakhs ke jaan the hum
Pakki yaden kabhi bhulai nahi jati.
Ye dil ki daulat roj lutai nahi jati.
Kis muh se kahte ho ham apko bhul jayen.
Ye pyar ki duniya hai roj basai nahi jati
Sochta Hu Agar Dil Mai Kisi
Ka Dukhaunga.. To Mai Bhi
Ek Din Isi Aag Me Jal Jaunga..
Magar Meri Zndgi Me Kar Diya
Usne Andhera.. Toot Ta Nahi
Kaanch Bhi Itni Jaldi.. Jitni
Jaldi Usne Tod Diya Vishwas Mera..!