• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Is Aas Me Chala Jaunga Main Ye Jahan Chor Kar, Ke Shayad Mera Marna Hi Kuchh Kaam Aayega, Shayad Chali Aaye Tu Us Pal Mere Paas Daudkar, Jis Pal Tere Paas Meri Maut Ka Paigam Aayega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum Kehti Ho Mujhe Hawaaon Se Piyaar Hai Mager Jab Hawa Chalti Hai Tou Khirkiyaan Band Ker Laiti Ho !!!! Phir Us Waqt Mein Khuofzada Sa Ho Jata Hoon Jab Tum Mujh Se Kehti Ho !!!! Mujhe Tum Se Mohabat Hai Mujhe Tum Se Mohabat Haiiiii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कहा मिलेगा तुम्हे मुझ जैसा कोई; जो तुम्हारे सितम भी सहे; और तुमसे मोहब्बत भी करे!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Likh To Do Mai Uska Naamhar Dar-o-deewar Par, , , , , , Lekin Khyaal Aata Hai Ki, , , Masoom Hai Mera Sanam Kahi Badnaam Na Ho Jaye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi mein kisi ko is kadar mat pyar karo, Ki zindagi bina unke aadhori lage, Mohhabat is kadar karo ki, Hamari mohhabat ke bine woh aadhoori lage.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum Kehti Ho Mujhe Phoolon Se Pyaar Hai….. Magar Jab Phool Khilte Hain Tou Unhein Tehani Se Toar Daalti Ho….. Tum Kehti Ho Mujhe Baarishon Se Pyaar Hai…. Magar Jab Baarish Hoti Hai To Chupati Phirti Ho…. Tum Kehti Ho Mujhe Hawaaon Se Pyaar Hai …. Magar Jab Hawa Chalti Hai Tou Khirkiyaan Band Kar Leti Ho … Phir Us Waqt Mein “Hairaan” Sa Ho Jata Hoon Jab Tum Mujh Se Kehti Ho…. Mujhe Tum Se Mohabat Hai Mujhe Tum Se Mohabat Hai…..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab ham unko chhod ke jaane lage, hamre aakho me aansu or o muskurane lage. meri halat kya batau insan to kya ab khida bhu chidane lage.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dukh Me Khushi Ki Wajah Banti Hai Mohabbat; Dard Me Yado Ki Wajah Banti Hai Mohabbat; Jab Kuch B Acha Nahi Lagta Duniya Me; Tab Jine Ki Wajah Banti Hai Mohabbat...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi 1 Chahat Ka Silsila H, Koi Mil Jata H, Koi Bichad Jata H, Jinhe Mangte H Hum Apni Duao Me, Vo Kisi Aur Ko Bina Mange Hi Mil Jata H Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sirf 2 Hi Shakhs Is Zamane Me Hamesha Khush Rehte Hain,..!! . Ek WO Jise Mohabat Me Sub Kuch Mil Jaye,, . Dusra Wo Jise Nhi Maloom ki Mohabat Hai Kya...!!?!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Wo Wafa Ki Devi Hai… Na Hai Wo Bewafayii Ki Murti…. Kash Khud Ko Itna Bedard Na Banaya Hota … To Sayad Ushey Rok Pata…. Kaheti Thi Ki Mere Pyaar Ki Umar Ho Itni Sanam .. Tere Naam Se Suroo Tere Naam Se Khataam… Per Naam Ka Fashla Na Badha Hota Itna … To Sayad Ushey Rok Pata… Khati Thi Baith Mere Pass Tujhey Dekhti Rahoon….. Kass Ushkey Rooh Me Utar Jata … To Sayad Ushey Rok Pata
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhe maaf kar mere humsafar tuhje chahna meri bhool thi, kisi raah par jo uthi nazar tujhe dekhna meri bhool thi koi nazam ho ya koi ghazal kahan raat ho ya kahan sehar wo gali gali wo shehar shehar tujhe dhundhna meri bhool thi mere gham ki koi dawa nahi mujhe tujh sa koi mila nahi mera koi tere siwa nahi ye sochna meri bhool thi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • KHUDA ne "AANKHEIN" kitni Ajeeb banayi Hai... Jab yeh Uthti hai toh DUA ban jati hai,angel.png Jab yeh Jhukti hai toh HAYAA ban jati hai,;wink.png Uth ke Jhukti hai toh ADAA ban jati hai,/smile.png Jhuk ke Uthti hai toh KHATA ban jati hai,sunglasses.png Yeh KHULTI hai toh Duniya unhe RULA deti hai,♥♥ Par BANDH hoti hai toh yeh duniya ko RULA deti hai........glasses.png
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil tootna sazaa hai mohabbat ki, dil jodna ada hai dosti ki. Maange jo kurbani woh hai mohabbat, jo bin maange ho jaye kurban wo hai dosti hamari.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jane Kya Soch Ke Lehrein Sahil Se Takrati Hain Aur Phir Se Laut Jati Hain. Samaj Nahi Ata Ke Woh Kinaro Se Bewafai Karti Hain Ya Phir Laut Ke Samandar Se Wafa Nibhati Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye jindgi haseen hoti h, Chahne se to har duaa qubul hoti h, Kahne KO to sb apne h, PR kash, koi aisa ho Jo kahe, Tere dard se mujhe takleef hoti hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Aarzo Thi Ki Aisa Bhi Kuch Hua Hota, Meri Kami Ne Tujhe Bhi Rula Diya Hota, Main Laut Aati Tere Pass Ek Lamhe Mein, Tere Labon Ne Mera Naam Pukara To Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • My heart is made 2 luv u, my lips are made 2 kiss u, my eyes r made 2 c u, my hands r made 2 hold u..... evry part of me wants u, maybe bcoz i was made just 4 u!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS