• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Intezaar Unka Karna Aam Ho Gya, Dhire-Dhire DiL Unka Gulam Ho Gya, Pehle To Hatho Me Tha Unka Hath, Ab Hath Ki Jagah Jaam Ho Gya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab naam tera pyar se likhati hain ungaliyan meri taraf zamane ke uthati hain ungaliyan daman sanam ka hath mein aaya tha ek pal din raat us ek pal se mahakati hain ungaliyan jis din se dur ho gaye us din se hi sanam bas din tumhare aane ke ginati hain ungaliyan pathar tarash kar na bana taj ek naya fankar ke zamane mein katati hain ungaliyan
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Tasveer Jo Khawabo Ko Saja Jaati Hai, Kitne Soye Hue Jazbaat Jaga Jaati Hai, Aaj Bhi Unki Yaadein Akele Mein, Muskan Ban Kar Lab Par Khil Jaati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishq sabhiko jina sikha deta hai, Wafa ke naam par marna sikha deta hai. Ishq nahi kiya to karke dekho, Zalim har dard sehna sikha deta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj Kal Dil Kar Raha Hai Ki Main... Tumhe.. Kabhi Bhi Mauka Dekh Kar...Sabke Samne... Ek...K Ki Kis Kiss Kissa Sunau College Wala.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kismat ruth gai dil ke tar tut gaye vo bhi ruth gaye sapne bhi tut gaye khajane me the sirf do aanshu jab yad apki aai to vo bhi lut gaye..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • लाखो की हंसी तुम्हारे नाम कर देंगे, हर खुशी तुम पे कुर्बान कर देंगे, आये अगर हमारे प्यार मे कोई कमी तो कह देना, इस जिन्दगी को आखरी सलाम कह देंगे।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Main Pagal Nahi Tha Par Ab Ho Gaya Hu.... Main Ghayal Nahi Tha Par Ab Ho Gaya Hun.... Suna Tha Kahi Ki Madhosh Kar Deti Hai Wo Aankhen,Maine Dekhi To Nahi Par Madhosh Ho Gaya Hu.... Uthi Jab Vaadlo Mein Uske Payal Ki Jhankaar.... Mein Soya To Nahi Par Uske Sapno Ka Kaayal Ho Gaya Hu....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu Mera Yaar Tu Sukoon Tha Mera, Mere Dil Par Har Pal Suroor tha Tera. Kyu Diya Dhokha Tune Mujhe, Kya Tujhse Pyaar Karna Hi Kasoor Tha Mera.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi Tujh Ko Chandni Raatoon Mein, Yaad Aaye Jo, Hum Barsaaton Mein, Nafrat Hi Se Lena Tum Naam Mera, Jo Zikar Mera Ho Tumhari Baatoon Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo Rooungi To Palko Pe Nami Reh Jayegi, Zindgi Bas Naam Ki Zindgi Reh Jayegi, Ye Nahi Ki Tum Bin Ji Na Paungi Haan.. Magar Zindgi Me Ek Kami Reh Jayegi!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaz Zindgi Se Jyada Mere Liye Maut Suhanni Hai, Iss Dard Bhari Zindgi Ki Bas Ek Hi Kahani Hai, Jab Bhi Chaha Usey Aansuo Ki Kimat Bataya .To Usne Kaha Pagal Ye To Teri Aankho Ka Paani Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mene Bhi Kisi Se Pyaar Kiya Tha, Thoda Nahi Beshumar Kiya Tha, Humari To Zindagi Hi Badal Gayi Jab Usne Kaha, Are Yar Mene To Majak Kiya Tha......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wafa ka rang jo gahera dikhayi deta hai.... Lahoo usme kuch hamara dikhayi deta hai.... Hamara gam se talluk bahut purana hai.... Hamara dard se rishta dikhayi deta hai...... Attaullah khan esakhelvi.. Is best singer.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mosam He Barish Ka Or Yaad Tumhari Aati He Barish Ke Har Qatre Se Awaz Tumhari Aati He Badal Jab Garajta He, Dil Ki Dharkan Bharhti He Dil Ki Har ek Dharkan Se Awaz Tumhari Aati He Jab Tez Hawaye Chalti He To Jaan Hamari Jati He Mosam He Barish
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi aajao tum pal bhar ko Mujhe tum se batien krni hain, Kuch ghum k geet sunanay hain Kuch raaz hain jo batlanay hain, Kuch dil ko b batlana hai Kuch zakham hain jo dikhlanay hain, Kuch dil se yaadain dhoni hain Kuch naatay naiy bnanay hain, Jo sher likhay hain teri furqat mein Kuch sher tumhy wo sunanay hain, Kuch dard sunanay hain dil k Kuch piyar ki batien karni hain, Kabhi aajao tum pal bhar ko ! Kabhi aajao tum pal bhar ko !
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS