Tere Pyar Ki Aag Me Jal
Jane De Mujhe, Tere Saans
Ki Mehak Ko Pi Jane De Mujhe,
Mil Jaye Meri Rooh Ko Maut
Ka Sukoon, Tere Jism Ki Kabar
Me Dafan Ho Jane De Mujhe!
Aap se hum ko bichhde huye, ek jamaanaa beet gayaa
Apanaa mukaddar bigade huye, ek jamaanaa beet gayaa
Aap se mil ke in aakhon mein, kitne khwaab sajaaye the
Jis gulshan mein hum ne mil ke geet wafaa ke gaaye the
Us gulshan ko ujade huye, ek jamaanaa beet gayaa
Kismat hum ko le aayee hain, gulshan se wiraane mein
Aansoo bhee naakaam rahe hain, dil ki aag bujhaane mein
Is wiraane mein jalate huye, ek jamaanaa beet gayaa
उसके साथ रहते रहते हमे चाहत सी हो गयी,
उससे बात करते करते हमे आदत सी हो गयी,
एक पल भी न मिले तो न जाने बेचैनी सी
रहती है,
दोस्ती निभाते निभाते हमे मोहब्बत सी
हो गयी…
Mere Dilme Har Pal Aapki Hi Baat Rahegi
Basti Choti Hai Magar Abaad Rahegi
Chahe Hum Bhula De Sare Zamane Ko
Magar
Aapki Pyari Surat Hamesha Yaad Rahegi..!
Tumse Dosti Karne Ka Hisab
Na Aaya Mere Kisi Bhi Sawal
Ka Jawab Na Aaya. Hum To
Jagte Rahe Tumhari Hi Khayalo
Me Or Tumhe So Kar Bhi
Hamara Khawab Na Aaya?
Apne Armano Ko Kabhi Jhukne Nahi Denge
Dil Ki Hasrat Ko Kabhi Tootne Nahi Denge
Aapki Chahat Hi Kaamyabi Hai Hamari
Isliye Aapko Kabhi Hum Roothne Nahi Denge..!
Waqt ke mod pe ye kaisa waqt aaya hai,
Zakhm dil ka zubaan par aaya hai,
Na rote the kabhi katon ki chubhan se,
Par aaj na jane kyon phulon ki khushbu se rona aaya hai.
Tujhe Dekhta Hu To Accha Lagta Hai,
Tujhse Bolta Hu To Accha Lagta Hai,
Bhale Hi Ho Dard Dunia Bhar Ka Mere Jeevan Me
Par,
Mai Ek Pal Tujhe Sochta Hu To Accha Lagta Hai..
By - Silent love
Zindagi Younhi Teri Chahat K Naam Kardi
Jaisay Ghanay Darakht K Neeche Sham Kardi
Laut Jate Hain Parinde Shaam Hote Hi
Hamne To Har Shaam Hi Tere Naam Kardi
Har koi pyaar k liye tadapata hai,
Har koi pyaar k liye rota hai,
Meri baat ko galat mat samajhana ai mere DOST,
Pyaar to DOSTI me bhi hota hai.
KHALID REHAN.
Mohalle Mein Nayi Maasuk Aaayi Hai,
Lekar Nakhre Purane,
Lajawab Husn Hai Log Mar Kar Hi Rahenge,
Moti Hai, Kaali Hai, Thigani Hai, To Hone De,
Use Lekar Konsa Tu Ghumne Ja Raha Hai Europ,