• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Jab Raat Ko Aapki Yaad Aati Hai, Sitaroon Main Aapki Tasveer Nazar Aati Hai, Khojti Hai Aankhen Aapko Aur, Aapki Yaadon Main Subah Ho Jati Hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hath Padne Wale Ne To Pershani Me Daal Diya Mujhe Dosto..! Mere Haath Dekh Kr Bola. Tujhe Maut Nahi, Kisi Ki Yaad Maaregi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chhupa Lu Iss Tarah Tujhe Apni Baahon Me, Ke Hawaa Bhi Guzarne Ki Ijaazat Maangey, Ho Jaun Itna Madhosh Tere Pyar Me, Ke Hosh Bhi Aane Ki Ijaazat Maange.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unke Chehre Ko Ankho Se Hata Sakte Nahi, Dil Ki Betaabi Unhe Hum Dikha Sakte Nahi, Kitni Dilchasp Hai Ye Mohabbat Ki Majburiyan, Samne Manzil Hai Aur Kadam Hum Bada Sakte Nahi!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • जब आँख खुले तो धरती हिन्दुस्तान की हो: जब आँख बंद हो तो यादेँ हिन्दुस्तान की हो: हम मर भी जाए तो कोई गम नही लेकिन; मरते वक्त मिट्टी हिन्दुस्तान की हो।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ab Zikra Mera Unke Hawaon Mein Nahi Thaa, Shayad Main Kahin Chahne Walon Mein Nahi Thaa, Lagta Hai Ke Qismat Mein Andhere Hi Likhe Theyy Mere, Main Raat Ka Jugnoo Mein Tha Ujalon Mein Nahi Thaa !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil yhi chata hai aapko yaad krta rhau. Har pal apka didar krta rhu. Kitna khubsurat banaya hai khud ne aapko. Khud bhi chata hai ki apkko Dil se pyar kru
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Doriya Bhut Hai Par Itna Samaj Lena, Pas Rahkar Bhi Rista Koi Khas Nahi Hota, Tum Dil Ke Pas Itna Ho Ki, Doriyoo Ka Ihshass Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मोहब्बत भी उस मोड़ पे पहुँच चुकी है, कि अब उसको प्यार से भी मेसेज करो,तो वो पूछती है.. कितनी पी है ....??
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bekhudi Se Kabhi Kisi Ka Haq Ada Nahi Hota Wo Juda Ho Jate Hain Magar Gam Juda Nahi Hota Chhod Diya Hai Beech Manzil Kisi Patthar Ke Sahare Kaise Unhe Bataye Ki Har Patthar Me Khuda Nahi Hota..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jam Par Jam Hum Piya Nahi Karte, Pee Lete Hai Jarur Par Kisiko Dikhaya Nahi Karte, Jee Ha! Wo To Humari Unse Najre Mil Gai Warna Pyar Bhi Hum Kisise Kiya Nahi Karte..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapke hone se hamaari khushi judi huyi hain Aapki aankho se hamari roshni judi hui hain Mat karna dur apne hotho se ye muskurahat Aapki in hansi se hamari zindagi judi hui hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum. Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil tootna sazaa hai mohabbat ki, dil jodna ada hai dosti ki. Maange jo kurbani woh hai mohabbat, jo bin maange ho jaye kurban wo hai dosti hamari.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zist aazar hui jati hai sans talavar hui jati hai jism bekar hua jata hai ruh bedar hui jati hai kan se dil mein utarati nahi baat aur guftar hui jati hai dhal ke nikali hai haqiqat jab se kuch purasrar hui jati hai ab to har zakhm ke munhband kali lab-e-izahar hui jati hai phul hi phul hain har simt ‘nadeem’ reh dushvar hui jati hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Masti Ko Mohabat Se Fanaah Kaun Karega Yeh Farz Mere Siwa Adaa Kaun Karega, Mere Haathon Ki Lakiron Ko Dekh Kar Yeh Baata Ki Mere Saath Wafa Kaun Karega..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Nasha Teri Baat Ka Hai Kuch Nasha Dhimi Barsaat Ka Hai Hum To Kabse Nashe Me Dub Jaane Ko Taiyaar Hai Intezar To Sirf Aapki Mulakat Ka Hai......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hai Surat Chand Si Uski Badan Uska Gulaabi Hai Nashali Hai Nazar Uski Nazariya Bhi Sharaabi Hai Ajanta Ki Wo Murat Hai Tassawur Hai Wo Shayar Ki Ghazal Sa Noor Hai Usme Gazab Chehra Kitaabi Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS