Tum khafa hogaye to koi khushi na rahegi,
Tere bina chirago mein roshni na rahegi,
Kya kahe kya guzregi dil par,
Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.
Chale gaye ho door kuch pal k liye.
Door rehkar bhi kareeb ho har pal k liye.
Kaise yaad na aaye apki ek pal k liye.
Jab dil me ho tum har pal k liye..
Doob Jaye Sagar Me To Pyas Hi Na
Rahe, Tham Jaye Sans To Koi Aas
Na Rahe, Khushi Mile Sabko
Zindagi Me Is Kadar Ki, Kisi
Ko Hamari Kami Ka Ehsas Na Rahe..
Wo paas hote to koi sharart karte,
Unko leke baaho me hiffaajt karte,
Dekhte unki aankho me neend ka khumar aur
Apni hothon se plkon ko mohbbt karte.
I Love U
Aaj dil puch baitha apni hi tasveer se..
tune kya paya hai taqdeer se..
teri tasveer dil me basa ker mene kaha..
ye pyara sa dost paya he duniya ki bheed se..
Bikhre Rishto Ko Koi Rup
De Do.
Khillte Phulon Ko Thodi
Dhup De Do.
Aap Ki Yaad Aayi To Sms
Kiya Humne,,
Aap Bhi Humari Yaad Aane
Ka Koi Sabut De Do....
एक दिन इस दुनियाँ से हम चले जायेंगे !
हजारों तारों में हम आपको नज़र आयेंगे !!
आप कोई ख्वाइश खुदा से माँगना....!!
हम उसे पूरा करने के लिए उसी वक्त टूट जायेंगे !!
Pyaasa Hai Dil Unki Mohabbat Ke Liye..
Chhoda Hai Jaha Ko Unki Mohabbat Ke Liye..
Log Soote Hain Sukoon Se Raat Me..
Humne Khoya Hai Sukoon Unki Mohabbat Ke Liye..!
Ishq ka wasta de ke ek dafa hame
manaya to hota,
Dil laga k ek aawaaz lagaya to
hota,
Kaanto bhara safar bhi hum yu tay
kar lete,
bBas jaan kah k ek baar hame
bulaya to hota.....
Dil ki dhadkan ko dikhaya nahi jata,
Mohabbat me lagi aag ko bujhaya nahi jata,
Lakh judai ho pyaar me phir bhi ,
Zindagi ka pehla pyaar bhulaya nahi jata..!!
Barish Jab Bhi Uski Chahat Ko Bhigoti Hogi.
Wo Bhi Meri Yad Main Roti Hogi.
Wo Kre Lakh Mna Mgar Mera Nam Sunkr,
Hlki Si Chubhan UskeY Dil Main Hoti Hogi.
Meine Kaha Woh Sapna Hai
Dil Ne Kaha Phir Bhi Apna
Hai Meine Kaha Woh Do Pal
Ki Mulaqat Hai Dil Ne Kaha
Ye Sadiyo Ka Sath Hai
Meine Kaha Woh Meri Haar Hai
Dil Ne Kaha Yahi To Pyar Hai
Wo jab bhi mujhse milti thi to har bar mujhse pucha karati thi...
"tum mere hi ho na...??"
aur mai uski kasam kha kar usse bola karta tha....
"ha mai tumhara hi hu..."
.
.
.
Par kash... Maine yahi sawal usse bhi ek baar puch liya hota...
Too Ne Daikha Hai Kabi Ghoor Se Chehray Ko
Mere
Kitny Gham Tere Muhabbat Ne Chupaey Hain Mere
Tere Ik Pal Ki Muhabbat Ka Ye Asar Hoa Hai
Kitny Jazbat Jo Soe Thy Jagae Hain Mere
Mai Tu Apnoo K Hi Dhokoon Main Gira Rehta Tha
Tujh Ko Paya Hai To Ab Sare Paraey Hain Me..ii