Mehkhane Me Jaam Tut jata Hai,
IshQ Me Dil Tut Jata Hein,
Na Jane Kya Rishta Hai In Dono Me,
jaam Tute To IshQ Yaad Aata Hai ,
Dil Tute To Jaam Yaad Aata Hai . :-(
जो मुस्कुरा रहा है, उसे दर्द ने पाला होगा...,
जो चल रहा है, उसके पाँव में छाला होगा...,
बिना संघर्ष के इन्सान चमक नही सकता,
यारों...,
जो जलेगा उसी दिये में तो, उजाला होगा...।
Aapki aankhon se jhlkti o khushi hai
Jo smndr se v gehri aur aasma se hai unchi
Aapki chamak se to kliyan v shrma jaayen
Esi Noor-E-Maliika aapki khoobsurti hai
Kar De Khushnuma Jo Yeah Zindagani
Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani
Mohabbat Yahi Hai Sab Iski Nishani
Kabhi Hai Gumani Kabhi Hai Girani
Phir Bhi Na Jaane Kyun Jazba-E-Shadmani
Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani
Mohabbat Yahi Hai Sab Iski Nishani.
Fasana Nahi Hai Hai Dastan Suhani
Haan !Mohaabat Yahi Hai Sab Iski Nishani
दिल में हो आप तो कोई और ख़ास कैसे होगा,
यादों में आपके सिवा कोई पास कैसे होगा,
हिचकियां केहती है आप याद करते हो…
पर बोलोगे नहीं तो हमें अहसास कैसे होगा ?
Ishq ne hame benam kar diya,
har khushi se hame anjan kar diya.
Hamne kabhi nai chaha ki ishq hame bhi ho,
par unki 1 nazar ne hamara kaam tamaam kar diya.
Kitna Pyar Hai Unse Kash Wo
Jaan Le, Wo He Hai Zindagi
Mere Ye Baat Maan Le, Unko
Dene Ke Liye Kuch Nhi Mere
Paas, Bas Ek Jaan
Hai Jab Jee Chahe Maang Le!