=Humne Chaha He Jinhe Wo Lakho Me Ek H.
=Jana He Humne Wo Dil Ke Bhi Nek H.
=Unki Diwani To Sari Duniya He.
=Lekin Hamari To Duniya Hi Wo Ek Hai.
I love u pk
Wo Sham Wo Rukhsar Ka Sman Yaad Rahe Ga
Wo Shehr Wo Kocha Wo Makan Yaad Rahe Ga
Wo Tain K Ubrhi Thi Idhar Yaad Rahe Gi
Wo Dard Ka Utha Tha Yahan Yaad Rahe Ga
Meri Dhadkane Tujhko Paane Ki Minnate
Kiye Jati Hai, Ke Saans Labo Par Aakar
Ruk Si Jati Hai, Mai Wo Manzil Hu Jo Aksar
Dekhti Hai Teri Raahe, Jab Jab Mudta Hai
Tu Kahin Aur To Meri Aankh Bhar Aati Hai.
tanhari me aksar meri baate yaad aayegi gujari thi jo rat o raate yaad aayegi.
sochogi kaas laout ke aa jaye verat lekin.
jo tumne kiya tha uske sath o har bat yaad aayegi
मुझसे पूछा किसी ने दिल का मतलब
मैने हँस कह दिया ठिकाना तेरा.
जब पूछा सुहानी शाम किसे कहते हैं,
मैने इतरा के कह दिया चाहना तेरा.
उसने पूछा के बताओ ये क़यमत क्या है,
मैने घबरा क कह दिया रूठ जाना तेरा.
मौत कहते हैं किसे जब मुझसे पूछा,
मैं आँखें झुका कर कहा छोड़ जाना तेरा...
Aapne Dil Me Tumhare Pyaar Ki Dastan
Likhi Hai, Na Thodi Na Bohot Tamaam
Likhi Hai, Kabhi Humare Liye Dua Bhi
Kar Liya Karo Kyun Ki Humne Aap Ni
Har Saans Par Tumhare Naam Likhi Hai.
1/8/11
Kisi ko zyada aazmaya nhi karte..
Apno ko zyada sataya nhi karte..
Chahnewale bhi waqt k lamhon ki tarah hain...
Beet jaaye to laut kar aaya nahi karte..
Meri Baatain Tum Ko Satayegi Jaana,
Meri Yaadain Tum Ko Rulayegi
Jaana,Main Rahu Chahe Na Ruhe
Jaana Meri Mohabbat Ki Dastan
Tum Ko Sari Duniya Sunayegi Jaana.
Dua Hai Aap Humesha Muskurana,
Aankho Me Kabhi Nami Na Lana,
Zindagi Ki Raho Me Kuch Kaante Biche Ho To Batana,
Hum Hath Rakh Denge Aur Aap NikaL Jana.
1 blind girl was
loving a boy too
much,He also loved
her.
1 day someone
donated eyes to girl,
she wanted to see
her lover.,She got
shocked because he
was also Blind......!
she rejected him...:-(
Boy gave a letter &
gone.There was
only 1 sentence in dat
"PLEASE TAKE CARE OF MY EYES"
Beti Ka Anokha Bayaan ..!
Dear Papa....
Beti Bankar Ayi Hu Ma Baap Ke Jivan Me,
Basera Hoga Kal Mera Kisi Aur Ke Aangan Me,
Kyu YeReet "Rab" Ne Banai Hogi,
Kehte Hai Aaj Nahi To Kal Tu Parai Hogi,
Dekhe Janam Paal Poskar Jisne Hame Bada Kiya,
Aur Waqt Aya To Unhi Hatho Ne Hame Vida Kia,
Tut Ke Bikhar Jati He Humari Zindagi Wahi,
Par Phir Bhi Us Bandhan Me
Pyar Mile Zaruri To Nahi,
Kyu Rishta Humara Itna Ajib Hota Hai,
Kya BasYahi Betiyo Ka Nasib Hota He?