Haqiqat Kaho to Unko Khwab
lagta hai
Shikwa Karo to Unko Mazak lagta
hai
Kitni Shiddat Se Unhe Chahte hain
Hum
Aur Ek wo hain jinhe ye sab
ittefaq lagta hai...
Mohabat Ka Kya Hai Kabhi Bhi ho Jati He,
Har Kisi Ki Ankhon Me Bas Nami Si 6od Jati He,
Humne Ki Mohabat To Hal Hua Asa,
Taro Ke Bich 1 Sham Gujrta Ho Jese.
Tamanna Phir Machal Jaaye,
Agar Tum Milne Aa Jaao,
Ye Mausam Bhi Badal Jaaye,
Agar Tum Milne Aa Jaao.
Mujhe Gham Hai, Ke Maine
Zindgi Main Kuchh Nahi Paaya,
Ye Gham Dil Se, Nikal Jaaye,
Agar Tum Milne Aa Jaao!!
Ye Duniya Bhar Ke Jhagde,
Ghar Ke Kis’se, Kaam Ki Baatain,
Balaa Har Eik, Tal Jaaye,
Agar Tum Milne Aa Jaao!!!
Nahi Milte Ho, Mujh Se Tum To,
Sab Humdard Hain Mere,
Zamana Mujh Se, Jal Jaaye,
Agar Tum Milne Aa Jaao!!
Dur na jaaya karo dil tadap jaata hai,
Tere hi khayalon me din guzar jaata hai,
Aaj puchha hai dil ne ek sawal tumse,
Kya dur rehker tumko bhi hamara khayal ata hai . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . .(Friend ap ko meri shairy kaysi lagi plz mujhe mere number par msg ya call kr ke zarur batayen.
Thanx...)
Bhale Hi Raah Chalton Ka Daaman Tham Le....
Magar Mere Pyar Ko Bhi Tu Pahchan Le....
Kitna Intezaar Kiya Hai Tere Ishq Mein....
Jara Yeh Dill Ki Betaabi Tu Jaan Le......
.
Kajal Ban K Teri Ankho Me Samane Ki Tamanna Hai;
Marham Ban K Tere Dard Mitane Ki Tamanna Hai;
Yu To Hasil Hai Zindagi Ki Har Cheez Mujhe;
Sirf Ek Bar Tujhe Apne Humsafar K Roop Me Pane Ki Tamanna Hai!!!
तु ही मिल जाए मुझे बस इतना ही काफी है;
मेरी हर सांस ने बस ये ही दुआ मांगी है;
जाने क्यूँ दिल खिंचा चला जाता है तेरी तरफ;
क्या तूने भी मुझे पाने की दुआ मांगी है।
Yakin pe yakin dilate hai Dost,
Rah chalte ko bewakuf banatehai Dost,
Sharbat batakar daru pilate hai Dost,
Par jo kuch bhi ho,
Sale bahut yaad ayate hai Dost…
khushboo ki tarah meri saanso m basna ,
lahoo bnke meri rago m behna..!
pyar hota h risto ka anmol gahna ...
isliye meri jaan kabhi mere pyar ko alvida na kahna..!! love you so much s.m. pagal A.k
Kuch Log Hum Se Khafa Hain,
Jane Kya Hui Hum Se Khata Hain.
Na Woh Hamein Yaad Karte Hain ,
Na Woh Hum Se Baat Karte Hain.
Shayad Yeh Hamari Chahat Ka Aasar Hai,
Jis Ko Chahate Hain Woh Hi Hum Se Juda Hain…
Usne Mohabbat, Mohabbat Se Zyada Ki Thi,
Humne Mohabbat Uss Se Bhi Zyada Ki Thi,
Wo Kise Kahenge Mohabbat Ki Inteha,
Humne Shuruaat Hi Inteha Se Zyada Ki Thi.
KHUDA ne "AANKHEIN"
kitni Ajeeb banayi Hai...
Jab yeh Uthti hai toh DUA ban jati hai,O:)
Jab yeh Jhukti hai toh HAYAA ban jati hai,;;)
Uth ke Jhukti hai toh ADAA ban jati hai,/:)
Jhuk ke Uthti hai toh KHATA ban jati hai,8-|
Yeh KHULTI hai toh Duniya unhe RULA deti hai,♥♥
Par BANDH hoti hai toh yeh duniya ko RULA deti hai........B-) K. K.& A.K.
Suno"
Pyaar Barish ka Naam Nahi Jo Barse or Tham Jaye,
Pyaar Suraj Nahi ki Chamke or Doob Jaye,
Pyaar To Saanse Hai Jo Chale To Zindagi,
Or Ruke To Mout Ban Jaye.
Dhup Tez Hai Paas Saya Bhi Nahi,
Dard Aisa Hai Ki Rona Aaya Bhi Nahi,
Tere Siwa Kisi Ko Maine Apna Mana Hi Nahi,
KyuKi Kisi Ko Aap Jaisa Rab Ne Banaya Hi Nahi.