खुदा की रहमत में अर्जियाँ नहीं चलतीं
दिलों के खेल में खुदगर्जियाँ नहीं चलतीं
चल ही पड़े हैं तो ये जान लीजिए हुजुर,
इश्क़ की राह में मनमर्जियाँ नहीं चलतीं !
Aaj Meri Us Jaan Se Mulakat Ho Gyi,
Meri DiL Ki Baato Me Wo Kuch Aisi Kho Gyi,
Jab Maine Puchha Ki Aati Hai Yaad Meri,
To Pass Aa Kar Meri Baaho Me So Gyi.
Yun teri rahaguzar se divanavar guzri
kandhe pe apne rakh ke apna mazar guzri
baithe rahe hain rasta mein dil ka khandhar saja kar
shayad isi taraf se ek din bahar guzri
bahati hui ye nadiya ghulate hue kinare
koi to par utre koi to par guzri
tu ne bhi hum ko dekha hum ne bhi tujh ko dekha
tu dil hi har guzra hum jan har guzri
Tu chamakta chand teri roshni achi lgi,
Tu mera apna hay teri dillagi achi lagi,
Tujsy pehly to nahi tha zindagi ka kuch pata
Tu mila to tujh say mil kar ZINDGI ACHI LAGI..
Kisi ke chahat par dill se amal karna....
Dill tute na uska itni fikar korna.....
Ye zindegi khas hai sobka liya.....
Par aap jinke liya khas hai.....
Unki kadar karna......
Beetay pal wapas la nahi sakte
Sukhe phool wapas khila nahi sakte
Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye
par dil kehta hai k aap hamein bhula nai sakte…
Leja jakhm tere jo tune diye,
ab inki jarurat nahi.!
Jhute wade kiye jhute sapne diye,
tere bin bhi ji lunga me.!
Ab chahe ruthe dil,
ab chahe tute dil
ab kabhi na lotunga me..:-(:-(
Agar main had se guzar jaun
toh muje maaf karna,
Tere dil me utar jaun toh
mujhe maaf karna,
Raat me tujhe dekh ke tere
deedar ki khatir,
Pal bhar jo theher jaun toh
mujhe maaf karna…!!
Khoobsurati ki pehchan banawat se nahi hoti,
Mohabbat ki pehchan dhadkano ki aahat se n hoti
Kaise samajh liya khush hain hum aapke bagair
Khushiyo ki pehchan muskurahat se nahi hoti
Ab mohabbat ki wakalt nahin ki ja sakti
Sheher bhar say to adawat nahin ki ja sakti
Mera chehra meri aankhen hn salamat ab bhi
Kon kehta hey key wazahat nahin ki ja sakti
Baat yeh hey key koi toot key chahey to sahe
Har kisi say to mohabbat nahin ki ja sakti
Ankh kehti hey kahin aur chalen jaen hum
Dil yeh kehta hey ky hijrat nahin ki ja sakti
Loh-e-dil pay yeh tehrer likhi hey SAQI
Ishq walon ko nasehat nahin ki ja sakti
Pyar usse iss qadar karta chala jaaun,
Wo zakhm de aur main bharta chala jau
Usski zid hai ki wo mujhe maar hi dale,
To meri b zid hai ki uspe marta chala jaau