• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Tujhe Inkar Hai Mujse Mujhe Ikrar Hai Tujhse...... Tu Khafa Hai Mujse .... Mujhe Chahat Hai Tujhse.... Tu Mayoos Hai Mujhse Mujhe Khushi Hai Tujhse..... Tujhe Nafrat Hai Mujhse Aur Mujhe Pyar Hai Tujhse.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kehte Hai Har Baat Sab Ko Batayi Nahi Jaati, Apno Ko Bhi Sunayi Nahi Jaati, Par Sanam Tum Mere Dil Ka Aaina Ho, Aur Aaine Se Koi Baat Kabhi Chupayi Nahi Jaati.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Gam Aur Meri Khushi Dono Usi Se Thi Aur Aaj Bhi Hai, Fark Bs Itna Hai Ki Meri Khushi Me Vo Mere Sath Thi, Aur Ab Usne Mujhe Mere Gam Me Aakela Chhor Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humne Galti Ki Jo Tumse Wish Kar Baithe, Tumhare Pyaar Bhare Waade Ko miss Kar Baithe, Hum Kabhi Samajh Hi Nahi Paaye Tere Pyaar Ko, Tere Chahat Mein Hum Khud Ko Finish Kar Baithe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • बहुत खूबसूरत है आखै तुम्हारी इन्हें बना दो किस्मत हमारी हमें नहीं चाहिये ज़माने की खुशियाँ अगर मिल जाये मोहब्बत तुम्हारी Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • han han tujhe kya kam mere shiddat-e-gam se han han nahi mujh ko tere daman ke hawa yaad main tark-e-rah-o-rasm-e-junun kar hi chuka tha q aa gai aise mein teri lagazish-e-pa yaad kya lutf ki main apana pata aap bataun kije koi bhuli hui khas apni ada yaad
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Likhne se pehle salaam karte hain, dard-e-dil se paigam karte hain, ye mat samajhna ke bhool gaye hain hum, yaad tho apko subah shaam karte hain.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • muskurati aankho se afsana likha tha, shayad apka meri zindagi mein aana likha tha, taqdeer to dekho mere ansuon ki, inka bhi aapki yaad mein beh jana likha tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ankho Me Sama Jao Is Dilme Raha Karna, Taaro Me Hasa Karna Phoolo Me Khila Karna, Jabse Tumhe Dekha Hai Jabse Tumhe Paya Hai, Kuch Hosh Nahi Mujhko Ek Nasha Sa Chaya Hai, Ab Baat Jo Bhi Karni Ho Ankho Se Kaha Karna..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Aansoo Hote Hain Jo Behte Nahi, Log Apne Pyaar Ke Bina Duniya Mein Rehte Nahi, Hum Jaante Hain Aapko Bhi Aati Hai Humaari Yaad, Par Jaane Kyon Aap Humse Kehte Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mai to sath dunga chahe to aajma lena. Per tujhse gujarish hai ki tum mera sath dena. Tera kabhi koi majak banaye mere naam se. Tu haste hue apne dil pe mera naam dikha dena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Lafzon Ke Fasaane Dhondhte Hain Hum Log, Lamhon Mein Zamaane Dhondhte Hain Hum Log, Tu Zehar Hi De Sharaab Keh Kar Saaqi Jeene Ke Bahaane Dhondhte Hain Hum Log ?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apnaa hum safa rbana le tu mujhey, Tera hi saya hoon apnaa le mujhey, Ye raat ka safar or b haseen ho jayega Tu aaja mere spno me ya bula le mujhe
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nigahe’n Aapki Pehchan Hai Hamari, Muskarahat Aapki Shaan Hai Hamari, Rakhna Hifazaat Aap Apne Aap Ko, Kyunki Saanse Aapki Ab Jaan Hai Hamari.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhar Aayi Aankhen Jo Uska Naam Aaya,Ishq Nakaam Sahi Phir Bhi BohatKaam Aaya, Humne Ishq Me Aisi BhiGuzaari Hain Raaten, Jab TakAansu Na Bahe Dil Ko Araam Na Aya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • khwab ke tarah bikhar jane ko jee chahata hai aisi tanhai ki mar jane ko jee chahata hai ghar ke vahshat se larazata hun magar jane kyon sham hoti hai to ghar jane ko jee chahata hai dub jaun to koi mauj nishan tak na bataye aisi nadi mein utar jane ko jee chahata hai kabhi mil jaye to raste ke thakan jag pade aisi manzil se guzar jane ko jee chahata hai wohi paiman jo kabhi jee ko khush aaya tha bahut usi paiman se mukar jane ko jee chahata hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri dil ka dard sunke uski ankh bhar aayi. Meri dard-e- dasta sunke kuch kehe na payi. Hum itana dard sahe kar kuch na bole. Wo hai ki apne aanson ko na rok payi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rat nahi khwab badalta hai. Manjil nahi rasta badalta hai. Housla rakho her dam jitane ka. kyonki kismat chahe badle na badle. per WAQT jarur badalta hai.... Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • App ko pata hai ke duniya ki sub say khubsurat cheez daikhi nahi jati, mehsoos ki jati hai,jesay hawa ka jonka, shehd ki mithaas, jaisay phoolon ki hushboo, jaisay payar, Jantey ho sub say khubsurat ihsas kya hai, Aap ka Sath.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS