Yeh zindagi tere saath ho..,
Yeh aarzoo din raat ho....
Main tere sang sang chalun..,
Tu har safar mein mere saath ho....
Me kaanton par bhi chal paun..,
Tere PYAAR ki jab barsaat ho....
Kabhi shaam dhaley jab hummilein..,
Na din dhaley na raat ho...
Bewajah Hum Wajah Dhundte Hai Tere Paas Aane Ko....
Ye Dil Bekarar Hai Tujhe Dhadkan Mein Basaane Ko....
Bujhi Nahi Hai Pyaas In Hotho Ki Abhi....
Na Jaane Kab Milega Sukoon Mere Paymane Ko....
Farz Mera Tha Aur Main Nibhaata Raha,,
Zakham Khaata Gayaa Muskurata Raha,,
Beech Dariya Main Us Ne Nazar Pher Li,,
Main Kinaaron Se Nazrein Milata Raha,,
Raat Amavas ke Ghangor Sannate Mein,,
Mere Kamre Main Chandni Aati Jati Rahi..!!
Khoye Hain Hum Jinki Yaado
Me, Jane Wo Kaha Hai, Kaise
Samjhaye Hum Apne Dil Ko Ki,
Wo Sanam Nahi Bewafa Hai Jinhe
Chaha Tha Humne Jaan Se Bhi
Badhkar, Yu Hata Diya Hume Usne
Jaise Raah Me Pade Koi Patthar..!
Juda hony k mosam me juda hona zrori tha,
Najany q kisi ka bewfa hona zruri tha,
Mere dil ne jo is ko poojany ki intha kr di,
To phir us bewafa ka be Khuda hona zruri tha,
Kisi se koi b shikwa na koi b shakyat ha,
Jo mery sath chaht mein huwa hona zruri tha,
Bht nazdek thay dil is liye ab dooriyan b hain,
Dilon k dermiyan kuch fasla hona zrori tha,
Usy b drd deny ka bht he shok tha “Wasi”,
Hmy b dArd o gham sy ashna hona zrori tha.
Use barish pasand hai…
mujhe barish me woh…
usey hasna pasand hai…
mujhe hastey hue woh..
usey bolna pasand hai..
mujhe boltey hue woh…
usey sab kuch pasand hai Or mujhe bas woh…
Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne,
Takat thi hath mai hosla dilaya apne,
Manzil thi samne rasta dikhaya apne,
Hum to sirf dost they,
AASHIQ BANAYA Aap ne
Jo Chup Chaap Kisi Se Pyar Karte Hain..
Wo Kab Mohabbat Ka Izhaar Karte Hain..
Zubaan Se To Kuch Keh Nahi Paate
Magar
Aksar Uske Liye Faryaad Karte Hain..!
एक आरज़ू सी दिल मैं अक्सर छुपाये फिरता हूँ … प्यार करता हूँ तुझ से , पर कहने से डरता हूँ … नाराज़ ना हो जाओ कहीं मेरी गुस्ताखी से तुम …. इसलिए खामोश रह कर भी ,तेरी धड़कन को सुना करता हूँ
|| Aapki yad aaye to kya karu, ||
|| Dil se aapka khyal na jaye to kya karu, ||
|| Sapno mein roz mulakat hoti hai, ||
|| Par aapka call hi na aaye to kya karu! ||