• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • TaQdeer Ne Jaise Chaha Vaise DhaL Gaye Hum, Bahut SamBhal Ke Chale Fir Bhi FisaL GaYe Hum, Kisi Ne Pyar me VisWas Tora To Kisi Ne DiL, Aur Logo Ko LaGa Ki BadaL Gaye Hum.:D:D
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Marke Bhi Deewana Tujhe Chahta Rahega, Umr Bhar Tere Ghun Gaata Rahega, Aaj Waqt Hai Thaam Le Daman, Mar Gya To Yaad Bankar Satata Rahega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap Ka Ashiyana Dil Mein Basaya Hai, Apki Yado Ko Sine Se Lagaya Hai, Pata Nahi Yaad Apki Hi Kyo Aati Hai, Dost To Hamne Auro Ko Bhi Banaya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Dard Ki Shiddat Ka Nazara Kar Lo, Phir Beshak Tum Mujhse Kinara Kar Lo, Is Pal Ke Baad Na Samne Aunga Main Aakhri Baar Tum Koi Ishara Kar Lo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Usne hothon se chu kar, pani ko gulabi kar diya, Hamari baat to aur thi yaaro, machliyo tak ko bhi sharabhi kar diya…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har ahat ehesas hamara dilayegi Har hawa kissa hamara sunayegi Hum itni yaadein bhar denge Na chahate hue bhi aapko yaad humari aayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Mujhse Mohabat Hi Nahi Toh Rokte Kyu Ho, Tanhayi Mein Mere Baare Mein Sochte Kyu Ho, Jab Manjile Hi Juda Hai Toh Jane Do Mujhe Lot Ke Kab Aaoge Ye Puchte Kyun Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • दिल नहीं लगता आपको देखे बिना; दिल नहीं लगता आपके बारे में सोचे बिना; आँखें भर आती हैं यह सोच कर; कि किस हाल में होंगे आप हमारे बिना।.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bahut Dino Baad Ek Shyam Aayi Sooraj Duba Aur Na Thi Koi Ruswai Bas Dil Ki Hai Aaj Baat Suni Palke Unka Intezar Karti Hui Dhadkano Ki Bekarari Badhti Gayi Aaj Milenge Unse Jaise Kiran Nayi Bhulke Pichele Batein Kahi Nayi Ummed Hai Aise Jagi Chand Taaron Se Hai Raat Saji Jo Baate Hai Humne Hai Samjhi Kehenge Unse Aj Wahi Unke Bina Ab Kya Hai Zindagi Bas Baahon Mein Teri Khushi Hai Meri Karli Ji Bas Tumse Yeh Dillagi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Udaas Nazro Me Khwab Milenge; Kahin Kante To Kahin Gulab Milenge; Mere Dil Ki Kitab Ko Apni Nazro Se Padh Kar To Dekho; Kahin Apki Yad To Kahin Ap Milenge!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo badal jaye wo yaar kaisa? Jo chhod jaye wo sath kaisa? Log aksar kahte hain mujhe phir se pyar ho gaya...... Par jo phir se ho jaye wo pyar kaisa???
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab kuch sapne adhure rah jate hai, tab dil ke dard ansu banker bah jate hai, jo khte hai ki hm sirf apke hai, pata nhi wo kaise alvida keh jate hai,,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu lafzon ki tarha mujh se kitabon mein mila kar, Logon ka tujhe dar hai tu khawabon mein mila kar Phool ka khushboo se taluk hain zaruri, Tu mehak ban kar mujh se gulabon mein mila kar Jise chhu kar main mehsoos kar saku, Tu masti ki tarha mujh se sharabon mein mila kar Main bhi insan hu, hai dar mujhko bhi behakne ka Is waaste tu mujh se hijabon mein mila kar….!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • बन के अजनबी मिले थे जिन्दगी के सफर में, इन यादों के लम्हों को मिटायेंगे नही, अगर याद रखना फितरत है आपकी, तो वादा है हम भी आपको कभी भुलायेंगे नही।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pass Hote Tu Koi Shararat Karte Tuje Le Kar Banhon Main Mohabat Karte Dekhte Teri Aankhon Main Neend Ka Khumar Apni Khoi Hoi Neendon Ki Shikayat Karte Teri Aankhon Main Apna Aks Dhondte Khud Se Bi Zyda Tuje Chaha Karte Ik Dil Hi Tha Wo Bi Tere Pass Hai Jana Raat Bar Jar Ke Kis Ki Hifazat Karte
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Do Kadam Chal Ke Mere Saath Bichadne Wale Tu Ne Manzil Se Bahut Dur Mujhe Chhod Diya Mujh Ko Manzil Ke Bichadne Ka Koi Gam Nahi Lekin Tere Andaz E Wafa Ne Mera Dil Tod Diya..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kash Tu samajh paata ke pyaar kitna hai, Use jataane me dard itna hai, Log ikrar karke bhi aansu bahaaya karte hai, Hum izhaar kiye bina khoon se nahaaya karte hai, Kash Tu samaj paata...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • tu hi bata ai dil tujhe samjau kaise, jise chahta hai ushe nazdik lau kaise, u to har tamnna har ehsas hai vo mera magar us ehsas ko yeh ehsas dilau kaise .....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum 7 Aasmano Ki Ser Kar Aaye Har Sitare Se Hum Dosti Kar Aaye Aik Sitara Acha Laa Wo Hum 7 Le Aaye Ab Aap Hi Bataoo Aap Zameen Per Kaise Aaye !
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kitni Jaldi Ye Mulaqkt Guzar Jaati Hai, Pyaas Bujhte Nhi Barsaat Guzar Jaati Hai, Apne Yaadon Se Dil Dukhaya Na Kare, Nind Aati Nhi Aur Ye Raat Guzar Jaate Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS