Unki Mohabbat Ke Abhi Nishaan Baki Hai,
Naam Lab Par Hai Aur Jaan Baki Hai .
Kya Hua Agar Dekh Kar Muh Pher Lete Hai,
Tasalli Hai Ki Shakal Ki Pehchaan Baki Hai..iii
Mat Khao Kasme Sari Zindagi Saath
Nibhane Ki.
Hum Ne Saanso Ko Bhi Juda Hote
Dekha Hai.
Mat Karo Vade Saat Jine- Marne Ke.
Humne Toh Ruh Ko Bhi Dor Hote Dekha Hai.
Jo Kuchh Bhi Mila Hai Usi Mein Khush Hoon, Main Tere Liye Khuda Se Koi Taqraar To Nahi Karta, Par Kuchh To Baat Hai Teri Fitrat Mein Pagli, Warna Tujhe Chahne Ki Khata Hum Baar Baar Nahi Karte...
Door Jakar bhi Hum - Tumse door ja Na Sakenge,
Kitna royenge Hum tumko bata Na Sakenge,
Gam yeh Nahi ki Aap Nahi miloge Humse,
Dard yeh Hai ki Hum Aapko bhula Na Sakenge.
Tarasta Hai Dil Teri Mithi Si Aawaz Ke Liye,
Mohabbat Bhare Do Sunhere Alfaazo Ke Liye,
Ham To Kab Se Taras Rahe Hai,
Mehaj Aapse Ek Choti Si Mulaqaat Ke Liye.
koi rasta nahin dua ke siva...
koi sunta nahin khuda ke siva...
maine bhi zindgi ko kareeb se dekha hai doston...
mushkil mein koi sath nahin deta ansun ke siwa..
Yaade Do DiLo Ko Aur Paas Karti Hai,
Zindgi Aapke Hone Par Naaz Karti Hai,
Mat Ho Udaas Ki Aap Door Ho Humshe,
Kyoki Dooriya Hi Rishto Ka Ehsaas Karati Hai.
Es ajab daur mein aashiq b ajeeb hote hain
Ek din dost aur dusre din rakib hote hain
Esliye to mene mohabbat nahi ki hain
Mohabbat mein to sirf dukh nasib hote hain ...
Kuch Patthar Par Kabhi Phool
Khil Jate Hai, Kuch Ajnabi
Bhi Apne Ban Jate Hai, Kuch
Lasho Ko Kafan Bhi Nasib
Nahi Hota, Toh Kuch Lasho
Par Taj Mahal Ban Jate Hai.
Bachpan Ke Din Kitne Acche
Hote The, Tab Dil Nahi Sirf
Khilone Toota Karte The, Ab
Ek Aanshu Gire To Saha Nahi
Jata, Bachpan Me To Dil Bhar
Ke Roya Karte The.
ना पीने का शौक था, ना पिलाने का शौक था,
हमे तो सिर्फ नझर मिलाने का शौक था,
पर क्या करे यारो, हम नझर ही उनसे मिला बैठे,
जिन्हे; सिर्फ; नझरो से पिलाने का शौक था !!
Khamoshi Se Suno Wo Aawaaz Hamari Hogi
Mehfil Me Jo Tanha Kar Jaye Wo Yaad Hamari Hogi
Jab Kabhi Bhi Sochogi Hamare Pyar Ko To
Har Taraf Khushiyan Hongi Lekin Kami Hamari Hogi... I MISS YOU SEEMA
Dehati gf ka kamaal :
Once A couple went 2 a
restaurant...
.
BF: Kya logi tum
.
GF: Tum jo kaho
.
BF: Achcha waiter zara Menu lana
.
.
.
.
.
.
GF: (nazre jhuka ke) Mai bhi menu
khaungi