Do baate unse ki toh dil ka dard kho
gaya, Logo ne humse poocha ki
tumhe kya ho gaya, Bekarar aankho
se sirf hans ke reh gaye, Ye bhi na
kah sake ki hume pyar ho gaya.
Rakh sako toh ek nishani he hum,
Bhool jao toh ek kahaani he hum,
Khushi ki dhoop ho ya gum ke badal,
Dono me jo barse woh paani he hum....KISHOR UPASE {P}
Tanhai Le Jati Hai Jaha Tak Yad Tumhari;
Wahi Se Shuru Hoti Hai Zindagi Hamari;
Nahi Socha Tha Chahenge Tumhe Is Qadar;
Par Ab To Ban Gaye Ho Tum Kismat Hamari...
Ishq Ki Baat Karte Karte Kahan
Se Kahan Aa Gaye Ham,
Unki Tasveer Ka Deedar Karte Karte
Kahan Se Kahan Aa Gaye Ham,
Wo To Shayad Hamare The Hi Nahi Kabhi,
Aur Unhi Ki Raah Dekhte
Dekhte Aaj Ye Kahan Aa Gaye Ham!
Tujhko dekhenge sitare to Zia maange ge
Aur Pyaase teri zulfon se ghataa maange ge
Apne kande se dupatta na sarakne dena
Varna buddhe bhi jawaani ki dua maange ge
DiL Ko DiL Se Churaya Hai Aapne,
Door Hote Huye Bhi Rishta Bnaya Hai Apne,
Kabhi Bhool Nahi Payenge Aapko Hum,
KyuKi Yaad Rakhna Bhi To Sikhaya Hai Aapne.
Dil Jab Bilkul Toot Jaata Hai To Aapko Yaad Karte Hain..
Apna Samajh Kar Dil Ki Har Baat Karte Hain..
Naadan Samajh Kar Maaf Kar Dena..
Jo Anjaane Me Kabi Aapko Pareshan Karte Hain..!
Khoye Huwe Ansuo Se Mohbat Muje b Hai
Teri Tarha Zindgi Se Sikayat Muje b Hai
Tu Agr Nazuk Hai to Pathar Main B Nahi
Tanhai Me Rone Ki Adat Muje b Hai.
Ek Baat Samjh aa Gyi"
Duniya ki bheed me insaan chahe...
Sab khuch bhul jaaye...!!
Kitni hi mauj masti me kho
jaaye...!!
par akele me wo use hi yaad karta
hai...!
,
,
Jise
,
,
Wo jaan se bhi jyada pyaar
karta hai...!!
Sabke Dil Ki Kahani Ye Bayan Karti Hai Mohabbat Deewanon Ko Sirf Badnam Karti Hai Is Badnami Ke Bawzud Jo Bhi Yaha Mohabbat Karte Hai Unhi Deewano Ko Marne Ke Baad Duniya Salam Karti Hai..........