Jab Jab Isharon Se Baat Ki Tune
Mohabbat Ki Bandishe Toot Ti Chali
Gayi
Mat Aa Mere Itne Kareeb Sanam
Kareeb Aane Se Dharkane Bekabu
Hoti Chali Gayi..!
Teri har jhalak ehsas hai,
Tu sukun hai tu hi pyas hai,
Jo ki lab pe ake ye ruk gaya aur ban
gaya ye junun bhi.
Kehte hai hum yahi Ishq hai,
Chahe ise tu saza kahe,
Jo pahunch gaya meri rooh tak use
kaise khud se juda kahe.
kabhi yon bhi aa meri ankh main kay meri nazar ko khabar na ho ..
me t?ujey aik rat nawaz day phir us kay bad saher na hoo...
to bara hi raheem-o-k ?areem hay mujhay ye sifat bhi aata karay..
tujhay bholnay ki dua karoon to meri dua mai
Door Isharo Se Kabhi Baat Nahi Hoti,
Chand Aansu Bahane Se Barsat Nahi Hoti,
Ye zindagi Koi Khawab Nahi Haqiqat Hai,
Aankhen Band Kar lene Se Raat Nahi Hoti.
Sabhi ko sabh kuch nahi milta,
nadi ki har lehar ko sahil nahi milta,
yeh dil walon ki dunia hai dost,
kisi se dil nahi milta to koi dil se nahi milta…
Chandu
Beti Ka Anokha Bayaan ..!
Dear Papa....
Beti Bankar Ayi Hu Ma Baap Ke Jivan Me,
Basera Hoga Kal Mera Kisi Aur Ke Aangan Me,
Kyu YeReet "Rab" Ne Banai Hogi,
Kehte Hai Aaj Nahi To Kal Tu Parai Hogi,
Dekhe Janam Paal Poskar Jisne Hame Bada Kiya,
Aur Waqt Aya To Unhi Hatho Ne Hame Vida Kia,
Tut Ke Bikhar Jati He Humari Zindagi Wahi,
Par Phir Bhi Us Bandhan Me
Pyar Mile Zaruri To Nahi,
Kyu Rishta Humara Itna Ajib Hota Hai,
Kya BasYahi Betiyo Ka Nasib Hota He?
जाने क्यों, वो मेरी उमीन्द की डोर टूटने नही देता,
बस और दो कदम साथ चलने का वास्ता देकर,
वो मुझे रुकने नही देता……!!
बात करता है, वो हंस-हंस कर, खुश रहने की
वास्ता देकर अपनी खुशी का, वो मुझे रोने नही देता.
बढाता है होंसला मेरा, की हर पल मेरे साथ है,
वास्ता देकर अपने साथ का, वो कभी मुझे अकेला होने नही देता
कहता है, ज़िन्दगी जीने का नाम है,
वास्ता देकर ज़िन्दगी का, वो मुझे मरने नही देता !