• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ansuoo Ke Sagar Me Dil Ko Duboote Hue, Tamam Raat Guzar Di Humne Roote Hue, Mazak Kaisa Kiya Humse Taqdeer Ne, Unhe Paa Na Sake Unke Hote Hue..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazre Jhuki To Paimane Bane; Dil Toote To Maikhane Bane; Kuch To Zarur Khas Hai Ap Me; Varna Hum Yuhi Nahi Apke Deewane Bane!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain, Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain, Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain, Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Agar Kisi Ke Pyar Ka Andaaza Lagana Ho.. To Uski Naraazgi Ek Bar Dekh Lo.. Qki Jitni Shiddat Se Wo Naraazgi Dikhata Hai.. Utni Hi Shiddat Se Wo Pyar Bhi Karta Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum Kehti Ho Mujhe Hawaaon Se Piyaar Hai Mager Jab Hawa Chalti Hai Tou Khirkiyaan Band Ker Laiti Ho !!!! Phir Us Waqt Mein Khuofzada Sa Ho Jata Hoon Jab Tum Mujh Se Kehti Ho !!!! Mujhe Tum Se Mohabat Hai Mujhe Tum Se Mohabat Haiiiii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ussi Ishq Se, Ussi Chaah Se, Ussi Pyar Se, Ussi Maan Se, Mujhe Yaad Phir Se Karo Na Tum, Main Bohat Dino Se Udaas Hoon.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khuda Ne Mujhse Kaha, Tu Chahe Lakh Sajde Kar, Na Wo Teri Thi Na Hai, Aur Na Hi Hogi.. Humne Bhi Kaha Aye Khuda, Wo Meri Ho Chahe Na Ho, Mujhe To Usi Se Ishq Tha, Usi Se Ishq Hai Aur Usi Se Ishq Rahega!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pard Ke Tarha The Tum Mere Zindegi Mai.... Chaho Ke Badle Pyar Dete The Tum Mujhe.... Ghaam Mai Ek Tum Khusi Ho Mere.... Mere Dill Ke Dhardkon Ban Gaye Ho Tum.... Mere Jeene Ka Sahara Ho Tum....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ताला लगा दिया दिल को.. अब तेरे बिन किसी का अरमान नहीं.. बंद होकर फिर खुल जाए, ये कोई दुकान नहीं।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri chaahatein tumse alag kab hain, Dil ki baatein tum se chhupi kab hain, Tum saath raho dil me dhadkan ki jagah, Phir zindagi ko saanso ki zarurat kab hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi bhar apka sath na chod payenge Aap samajte h hum apko bhool jayenge, Har koi nahi hota hum jaisa, Ye aap bhi kisi din jaan jayenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Pyar Ki Umar Ho Itni Sanam,,,%,,, ,,,%,,, Tere Nam Se Shuru Tere Nam Pe Khatam ,,,%,,, Teri Khushi Se Ho Khushi Tere Ghum Se Ho Ghum ,,,%,,, Tere Nam Se Shuru Tere Nam Pe Khatam
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Few minutes ago I closed my eyes & saw u in my dream, I found U most happiest in this world If this is the way to see u happy, I wish to close my eyes forever.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tarasta Hai Dil Teri Mithi Si Aawaz Ke Liye, Mohabbat Bhare Do Sunhere Alfaazo Ke Liye, Ham To Kab Se Taras Rahe Hai, Mehaj Aapse Ek Choti Si Mulaqaat Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Wajood Ki Jageer Usne Mangi Hai, Mujh Se Meri Taqdeer Usne Mangi Hai, Ghuman Hota Hai Wo Bhool Sakte Hai Mujhe, KyuKi Aaj Meri Tasveer Usne Mangi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hunme Chaaha Tumhe, Humne Pooja Tumhe, Aur Tumne Chaah Se Na Kabhi Dekha Hume, Tum Apne The Fir Bhi Begaane Rahe Hum Begaane The Fir Bhi Tumhare Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chehre pe mere zulfo ko phailao kisi din, Kyu roz sirf garajate ho, baras jao kisi din, Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se, Phulon ki tarah mujhpe bikhar jao kisi din.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kash Wo Pal Sath Bitaye Na Hote, Jinko Yaad Kar Ye Aansu Aaye Na Hote, Khuda Ko Is Tarah Dur Le Jana H Tha, To Itni Gahrai Se Dil Milaye Na Hote,,,,‪
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS