• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ham vo nhi he jo apko dil tod denga, tham kar hath sath tumhara chor denge, are ham to tumse itna krte he pyarr janeman agar tumne kiya inkar to tumhar android fod denga
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apna Samjte Ho To Rishte Nibhate Rehna, Hume Yaad Karna Aur Yaad Aate Rehna, Humari Khushi Aapse Hai, Hum Khush Rahe Na Rahe, Bus Aap Muskurate Rehna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kab hogi humari aash puri , Kb milegi humare pyaar ko manjuri, Us din tk intejaar rhega hume, Jb is duniya me ho jayegi humari saans puri......‪#‎Prayashu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil se tera Khayal na jaaye to main kya karoon?? Tu hi bata tu yaad bahot aaye to main kya karoo? Hasrat ye hain ke ek nazar dekhloon tuzhko Magar Qismat me wo lamha na laaye to main Kya karoo???
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • आग दिल में लगी जब वो खफ़ा हुए, महसूस हुआ तब, जब वो जुदा हुए, करके वफ़ा कुछ दे ना सके वो, पर बहुत कुछ दे गए जब वो बेवफ़ा हुए!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • उल्फ़त, मोहब्बत, ग़म, अश्क, बेवफ़ा, अफ़साने... शायद वो आयी थी जिंदगी में सिर्फ ऊर्दू सिखाने.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kyon Loog Muhabat Ko Roakna Chahtay Hain Sab Jantay To Hain Kah Nahi Roak Saktay Sooraj Ki Kirnon Ko Chamknay Say Sumandar Ki Lahron Ko Chalaknay Say Phoolon Ki Khusboo Ko Mahaknay Say Chand Ki Chandni Ko Phailnay Say Saawan K Baadal Ko Barasnay Say Phir Bhi Naakam Si Koshish Kartay Hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bina Bataye Usne Na Jane Kyu Ye Duri Kardi, Bhichhad Ke Usne Mohabbat Hi Adhuri Kardi, Mere Mukaddar Me Gham Aye To Kya Hua, Khuda Ne Uski Khwaish To Puri Kardi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Waqt Bagair Apni Raftar Nape Chal Raha Tha . Dhadkan Me Bas Ek Hi Tamanna Thi . . Kash Tere Labo Pe Ek Bar Mera Nam Aya Hota...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Dharakta Hai Tuje Dekhu To.. Saans Bhi Meri Rukne Lagti Hai Pyar Itna Hai Mere Dilme Tere Liye Sanam.. Ki Rooh Bhi Meri Khinchne Lagti Hai.. Chain Milta Hai Jab Mai Dekhu Tuje Warna Ye Ankhe Tarasne Lagti Hai.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Insaan Ki Alag Pahchaan Hoti Hai Hamare Sms Li Alag He Shaan hoti Hai Har Kisi Ko Karte Nahi Hai Sms Ham Magar Jisko Karte Hai Sms Ham Usme Hamari Jaan Basi Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum Aap Ko Kabhi Khoney Nahin Denge. Juda Hona Chaha To Bhi Hone Nahin Denge. Chandni Raton Mein Aye Gi Meri Yaad . To Meri Yaad Ke Woh Pal Aap Ko Sone Nahin Denge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bin Tere Saanse Toh Chal Rahi Hai, Magar Mujhme Zindagi Nahi Hai. Mere Haathon Me Gulaab Toh Hai, Magar Isme Khushboo Nahi Hai. Ro Raha Hun Pal Pal Tere Bina Mein, Magar Pata Nahi Kyun Meri Inn Aankhon Me Aanshun Nahi Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kyun Aapki Khamoshi Mujhe Khamosh Kar Jati Hai, Kyun Aapki Udaashi Mujhe Udas Kar Jati Hai, Kya Rishta Hai Mera Aur Aapka, Jo Har Pal Aapki Yaad Aa Jati Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Log kehte hain jise haad se jyda pyar karo, wo pyar ki kadar nahi karte hain, Sach to ye hain k jo v pyar ki kadar karte hain use koi pyar hi nahi karte hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tera Diya Gulaab Aaj Bhi Sambhal Ke Rakha Hai Diary Me Jab Murjhane Lagti Hai Teri Yaaden Tab Chupke Se Ashqon Se Bheega Deti Hu Use..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mai Shayar Nahi Jo Shayari Likhu Dil Me Dard Nahi Jo Sabdo Me Likhu Nahi Pata Kaha Se Aate Hai Dard Nahi Pata Doosro Ke Dilo Ka Marj Woo Shayar Hi Nahi Jo Khusi Na De Sake Woo Shayari Hi Kya Jisme Khusi Na Mil Sake Gamo Ke Badal Tu Har Jagah Milege Dost Pyar Ki Barish Me Bheeg Kar Dekho Muskan Chere Pe Na Sahi Khusiyu Ko Tu Lete Dekho Khusiya Jindagi Me Na Sahi Khilkhila Ke Hasna Tu Sikho Mai Shayar Nahi Jo Shayari Likhu Dil Me Dard Nahi Jo Sabdo Me Likhu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage, kitna benoor hai sapna haqeeqat ke aage, koi ruki hui dhadkan se pooche , kitna tadapta hai dil mohhabbat ke aage.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu chupi h mere dil me kahi e sanam, tera ehsas h mujhe har pal, ek baar mujhe apna bana ke dekh, tujhe dur na rakhunga apne aap se ek pal.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yuhi Kisi Ki Yad Me Rona Fizul Hai; Itne Anmol Ansu Khona Fizul Hai; Rona To Unke Liye Jo Hum Pe Nisar Hai; Unke Liye Kya Rona Jinke Ashiq Hazar Hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS