Kas, kas ke koi aisa hota jo kahta dear i hate your tear jo kahta tere aansu mere seene mai khanjar ki tarah chubhtey hai jo kahta ji ki teri dhadkano mai main saans leti hun jo kahta ki tere chahre pe udasi achchhi nahi lagti jo kahta ke tere bin mai rah nahi sakti jo kahta ke meri zindgi mai bas tm ho jo kahta ke teri khusi mai main khush hun jo kahta ki tujhe har pal yaad karti hun jo kahta ki haan pagle mai sirf tujhse aur tujh hi se pyar karti hun. .
दिल के ...जख्मो ...पर __मत रो मेरे_यार .....
वक्त हर" जख्म" का * मरहम * होता है ,,,,,,,
दिल_ से _जो < सच्चा >"प्यार "करे.......
उसका ~ तो _खुदा _भी { दिवाना }होता है......!!!!!!
Teri Bewafai me dil bekarar hi na Karu
tu hukm de to tera intazar hi na karu
Tu bewafa hai to is kadar bewafaikar
Ke tere baad me kisi aur se pyar hina karu
Pyaar Kr K Tujhe Dil Se Mitana Mushkil Hai..
Yeh Tufan Ab Palkon Par Rok Pana Mushkil Hai,
Aasan Lag Raha Hai Tujhe Yaad Kar Ke Mar Jana
Q Ke Tujhe Bhul Kar Toh Ji Pana Muskil Hai…!!!
Shanti se padna fir rply krna.100 red roses is duniya me h.Usme 99 red roses abi busy h & 1 ye msg padh raha h.Y msg aap unko send kro jinko aap Dilse frnd mnte ho +ME.Jitne msg vapas aye us number ka sentence padho.1)apko parents ki support hai2)apke frnd ko apke sath sirf hamdardi hi h3)apke frnds aapko bahut pasand krte hai.4)koi hai jo aapse silent love krta hai.5) 5 se jyada aaye to koi aapko paane k liye baghwan se pray krta h.rply.
Mohabbat Karne Walo Ko Deewana
Keh Diya
Pyar Me Jalne Walo Ko Parwana Keh
Diya
Dafna Diya Mohabbat Ko Pattharon
Ke Beech
Aur
Logo Ne Use Mumtaz Ka Ashiyaana
Keh Diya..!
Humare Dard Ki Un Tak Bhala Kaise Khabar Pahunche,
Jahan Sapne Nhi Aate, Vahan KaiseNazar Pahunche,
Ki Dil Toota Kisi Ka, Ye Unhe Maloom Kaise Ho,
Ye Darpan To Nhi, Tootey To Sabke Paas Swaar Pahunche
Haasi Thami Hai In Aankhon Mein Nami Ki Tarah
Mehakti Thi Jo Gulshan Mein Kali Ki Tarah
Yun Toh Koi Aata Nahi Iss Viraan Chaman Mein
Yeh Kiski Parchai Hai Kuch Meri Hi Tarah
Yun Toh Dard Ka Rishta Bahot Gehra Hai
Par Yaadein Bhi Ek Kadwa Sach Hai Zindagi Ki
Tarah
Woh Aaya Aur Chala Gaya Sab Kuch Lekar
Lipti Reh Gayi Rooh Badan Par Ajnabi Ki Tarah
Kise Dhundti Hai Iss Duniya-e-Dast Mein Tanha
Nazar
Koi Saathi Ho Mera Bhi Iss Khamoshi Ki Tarah..ii
Kab Se Teri Intezar Hai Mujhko.
Kya Ye Pata Hai Tujhko,
Kya Yaad Hai Tujhe Woh Lamha Jo Tune Mujhe Pyaar Diya Tha.
Maine Teri Hath Tham Kar Tujhe Baho Main Badhkar Tera Pyaar Liya Tha.
Aye Ajnabi Na Jane Kyu Aapse
Baat Karna Acha Lagta Hai,
Na Jane Kyu Aapse Pyar Karne
Ka Mann Karta Hai, Shayed
Dil Ko Aapse Pyar Ho Gaya
Hai Par, Na Jane Kyu
Izhar Karne Se Darr Lagta Hai!
Kitna bhi chaho na bhol pao ge
Kitna bhi chaho na bhol pao ge Hamain,Jitna dur jao nazdik pao ge Hamain, Mita sakte ho to mita do yadain meri,Magar kya sapno se juda kar pao ge Hamain.