• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • तेरी याद में ज़रा आँखें भिगो लूँ; उदास रात की तन्हाई में सो लूँ; अकेले ग़म का बोझ अब संभलता नहीं; अगर तू मिल जाये तो तुझसे लिपट कर रो लूँ।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Dil Mein Rahenge Sms Bankar, Dhadkano Mein Bajenge Ringtone Bankar, Kabhi Apne DIL Se Juda Mut Samajana, Hum Tere Saath Chalenge NETWORK Bankar......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • woh bin bole har baat ka samjhna, woh jhut mut ki takrar, woh khamosh ikrar. Isi ehsaas ka naam hai ‘Pyaar’…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Muskan tere Hoton Se Kabhi Jaaye Na, Aansun tere Palkon Pe Kabhi Aaye na, Poora Ho tera Har Khwab, Aur Jo Poora na Ho Woh Khwab Kabhi Aaye Na…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi Se Baat Karna,Bolna Achcha Nahi Lagta, Tujhe Dekha Hai Jabse,Doosra Achcha Nahi Lagta, Teri Aankhon Mein Jabse Maine Apna Aks Dekha Hai, Mere Chahre Ko Koi Aaina Achcha Nahi Lagta, Tere Baare Mein Din Bhar Sochta Rehta Hoon Main Lekin, Tere Baare Mein Sabse Poochna Achcha Nahi Lagta,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Muskan Banke Tere Hothon Pe Aa Jaoon, Khwab Banke Tere Khayalon Mein Aa Jaoon, Banke Aau Khushbu Mein Karib Tere Aur Saanson Se Tere Rag Rag Mein Sama Jaoon.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri saadgi ko nihaarne ka dil karta hain, Tamaam umr tere naam karne ka dil karta hai, Ek mukammal shayari hain tu kudrat ki, Tuje ghazal banake juban pe lane ka dil krta h.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar k aage jindagi kurban hai ye har aashiq ka gurur hai pyar to har aashiq ka majhab hai isi lie to taj mumtaj ke liee bana hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bin Aap Ke Zindagi Me Koi Khushi Nahi Aap Nahi To Labo Pe Mere Hansi Nahi. Na Samjhe Agar Aap To Hum Kya Kare, IS Dil Me Aap Ke Bina Kisi Aur Ki Jagah Nahi.....!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sanwla Rang Tera Behtreen Lagta Hai Nazar Ko Ye Tera Naazara Haseen Lagta Hai Aate Ho Jb Baahon Me Simat Kr To Sara Alam Rangeen Lagta…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Yaadon Mein Tum Ho Ya Mujh Mein Hi Tum Ho, Mere Khayalon Mein Tum Ho Ya Khayal Hi Tum Ho, Dil Mera Dhadak Ke Baar Baar Ye Puche, Meri Jaan Mein Tum Ho Ya Meri Jaan Hi Tum Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaun Tha Apna Kaun Paraya.. Ye Ehsaas Main Bhool Chuka Tha.. Aye Sanam Tere Jhoote Aur Makkaar Waale Pyar Ne.. Mujhe Unse Fir Waakif Kara Diya..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kehte hai kismt ki lakir kati hoto zindgi dukho se bhari hoti hai E mere pyaar E kiran tu hi bata yaha to hone ke bad bhi zindgi dukho se bhari hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisine GoD Se Kaha I Hate Life To GoD ne Jawab Diya Tumhe kisine Kaha LIFE se Pyar karo Bus use Chaho Jo tmhe Chahta Ho. LIFE apne Ap khubsurat hogi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Woh Jab Bhi Mujh Se Milti Thi. Har Bar Masomiyat Se Mujh Se Pucha Karti Thi...! K Tum Mere Hi Ho Na...??? Aur Main Har Bar Us Ke Chehre Ko Apne Haathon Se Chu Kar Qasam Khaya Karta Tha.! Par Kash.! Maine Ek Bar Us Se Pocha Liya Hota...! Ki Tum Bhi Meri Hi Ho Na...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS