Na Jane Kab Wo Haseen Raat Hogi,
Jab Unki Nigahe Hamari
Nigahon Ke Saath Hogi,
Bethe Hain Hum Us Raat Ke Intezar Me,
Jab Unke Hontho Ki Surkhiya
Mere Hontho Ke Saath Hogi..!
मैंने अपनी हर एक सांस तुम्हारी गुलाम
कर रखी हैं .. लोगो मैं ये ज़िन्दगी
बदनाम कर रखी हैं .. अब ये आइना भी
क्या काम का मेरे … मैंने तौ अपनी
परछाई भी तुम्हारे नाम कर रखी हैं ….
Khushboo Ki Tarah Apke Pas Bikhar Jayenge;
Sukoon Ban Kar Dil Me Utar Jayenge;
Mehsus Karne Ki Koshish To Kijiye;
Dur Hote Hue B Hum Pas Nazar Ayenge!!!
Lakh Bandisen Laga Le Duniya Hum Par,
Mgr Dil Par Kaboo Nahi Kar Payenge,
Ye din bahar ke ab ke bhi ras na aa sake
ki gunche khil to sake khil ke muskura na sake
meri tabahi dil par to raham kha na saki
jo roshni mein rahe roshni ko pa na sake
na jane aah! ki un aansuon pe kya guzri
jo dil se aankh tak aaye mishgan tak aa na sake
rahen khulus-e-muhabbat ke hadasat jahan
mujhe to kya mere naqsh-e-qadam mita na sake
karenge mar ke baqa-e-davam kya hasil
jo zinda reh ke muqam-e-hayat pa na sake
naya zamana banane chale the divane
nai zamin, naya aasaman bana na sake
Wo Lumha Aakhiri Hoga Zeevan Ka Humara,
Jis Din Hum Yaar Tujhe Bhool Jayenge….
Lovely Lines..!!
Agar "MOHABBAT" Un se Na mily....
Jin se Aap piyar krty ho...
.
.
.
Toh..!!!
.
.
.
"MOHABBAT" Un ko Zarror Dena
Jo Aap se Pyaar krty Hain
By:-AshuTosh ChouDhary
Kuchh cheeze hum purani chhod
aaye hain,
Aate aate uski aankho me paani
chhod aaye hain,
Ye aisa dard hai jo bayaa ho hi nahi
sakta…
Dil to saath le aaye dhadkan chhod
aaye hain…!!
Apne Is Dil Ke Mehal Me Teri Hi Tasveer
Lagaungi
Apne Palkon Pe Sanam Tere Hi Khwaab
Sajaungi
Tu Ek Baar Azma Ke Dekh Tere Dilme Bas
Jaungi
Mai To Pyar Ki Pyaasi Hu Tere Aagosh Me
Mar Jaungi..!