• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Apne Dil Ki Suno, Afwaaho Se Kaam Na Le, Mujhe Yaad Rakh Beshak Mera Naam Na Le, Tera Vahem He Ki Me Bhula Dunga Tujhe, Meri Koi Saans Nahi Jo Tera Naam Na Le. By - Silent love.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dekhlo Awaz Dekar Paas Apne Paoge; Aaoge Tanha Par Tanha Na Jaoge; Dur Rahkar B Tum Par Hai Nazar Meri; Tham Lenge Hath Jab B Thokar Khaoge...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaha Koi Aisa Mila Jispe Dil Luta Dete... Har Ek Ne Dhoka Diya Kis- Kisko Bhula Dete... Apne Dil Ka Dard Dil Hi Mein Dabaye Rakhe Hain... Karte Bayan To Mehfil Ko Rula Dete…!! By Ajooba Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • नज़र ने नज़र से मुलाक़ात कर ली, रहे दोनों खामोश पर बात करली, मोहब्बत की फिजा को जब खुश पाया, इन आंखों ने रो रो के बरसात कर ली !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Nazar Kahan Se Laon Jo Unhe Bola De, Wo Dawa Kahan Se Laon Jo Dard Mita De, Milna Tu Likha Hota Hai Takdeeron Main, Wo Takdeer Kahan Se Laon Jo Mila De……
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unke Bina Ek Pal B Bitana Mushkil Hai; Chaha Bahut Par Unhe Batana Mushkil Hai; Hogaye Hai Wo Is Khadar Apne K; Unki Zara Si Ghalti Par Ruth Jana Mushkil Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apni nazar se na dekh apni khubsurti ko, Tjhe heera bhi pathar lagega, Log kehte hain tu chand ka tukda hai, Magar tu meri nazar se dekh chand tera tukda lagega..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • आज फिर तेरी याद आयी बारिश को देख कर; दिल पे ज़ोर न रहा अपनी बेबसी को देख कर; रोये इस कदर तेरी याद में; कि बारिश भी थम गयी मेरी बारिश को देख कर।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhe Apna Mukadar Batate Hai Ham, Khuda Ke Baad Tere Aage Sar Jukate Hai Ham, Ye Mohabbat Ka Rista Na Todna Kabhi, Iss Risthe Ke Dam Par Jiye Jaate Hai Ham.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba, Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba, Dene ho gar mujhe baad mein aansoon, Toh pehele koyi hasaaye na rabba, ,, Jaate jaate koyi meri khushiyon ko le gaya, Sooni sooni akhiyon ko gham, koyi de gaya, Aas jo lagaayi hai, aankh bhar aayi hai, Itna bhi koyi, sataaye na rabba, ,, Dil lene waale pe zor nahin chalta, Pyaar ka ye sikka, kahin aur nahin chalta, Yaad teri aayi hai, tu harjaai hai, Itna bhi koyi tadpaaye na rabba, ,,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Memories Play A Confusing Role They Make U Laugh When U Remember The Time U Cried Together.. But Make U Cry When U Remember The Time U Laughed Together..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ना चाहो इतना हमे चाहतों से डर लगता है, ना आओ इतना करीब जुदाई से डर लगता है, तुम्हारी वफाओं पे भरोसा है, मगर अपने नसीब से डर लगता है…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat Andhere Mein Mere Ghar Ko Jalaya Kis Ne Mujhko Yeh Kaam Bhi Lagta Hai Tumhara Yaaro! Hum Na Honge Tou Bohat Yaad Karoge Humko Naam Likh Likh Ke Mitaaoge Hamara Yaaro….!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aasmaan Hi Nahi Saare Sitare Bhi Humare Hain Aap Jo Akele Ho To Hum Aapke Sahare Hain Jis Pal Aap Hume Yaad Karte Ho Wo Lamhe Saare Jahan Se Pyare Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Naa Tasveer hai uska ki Didar kiya Jaye.. Naa Pas hai wo jo use Pyar kiya Jaye...!! Ye kaisa Dard Diya hai us Bedard ne... Naa us se kuch kaha Jaye.. Naa uske Bin Raha Jaye...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Kabhi Chupaya Ki Pyar Kitna Hai; Na Kabhi Bataya Ki Dard Kitna Hai; Hame Aur Ek Us Khuda Ko Pata Hai; Hame Apse Milne Ka Intezar Kitna Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Armaano ki ginti to mujhe nahi aati, Par dil ka ek khayal aapse keh du, Agar paani ki har 1 boond pyaar ban jaye, To tohfe me apko saara samander de du?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS