Hum Use Bh0ol Kar Bhi Nahi
Jee Sakte, Hum Use Yaad
Rakh Kar Bhi Jee Nahi
Sakte, Mar Jate Kabke Unke
Bina, Par Kya Kare Unki Baaho
K Bina Mar Bhi Nahi Sakte.
Tumhari Ankhon Me Kya Kashish Hai
Jo Mujhe Deewana Bana Dala
Kabhi To Tum Kehte Thay Ki Mujhe Tumse
Mohabbat Hai
Ek Choti Si Baat Ne Mujhe Begaana Bana
Dala..!
Main Raaz Tujh Se Kahoon Humraaz Ban Ja Zara
Karni Hai Kuch Guftagoo Alfaaz Ban Ja Zara.
Juda Jab Se Huwa Tere Bina Khamosh Raheta Hoon Màin
Labon Ke Paas Aa Ab Too Meri Aawaz Ban Ja Zara.
Too Mila To Khuda Ka Sahara Mil Gaya.
Gamzada Gamzada Dil Ye Tha Gàmzada
Bin Tere Bin Tere Dil Ye Tha Gamzada.
Thanks
Na jeene ki khushi na marne ka gham,
Unse milne ki dua bhi nahin karte hum,
Jeete hain isliye ke shayad woh ek din aayenge,
Marte isliye nahin ki wo akele reh jaayenge....
Yun teri rahaguzar se divanavar guzri
kandhe pe apne rakh ke apna mazar guzri
baithe rahe hain rasta mein dil ka khandhar saja kar
shayad isi taraf se ek din bahar guzri
bahati hui ye nadiya ghulate hue kinare
koi to par utre koi to par guzri
tu ne bhi hum ko dekha hum ne bhi tujh ko dekha
tu dil hi har guzra hum jan har guzri
Na Hume Aapse Sikwa Hai,
Na Sikayat Hai Hume To
Bas Aap Hi Se Chahat Hai
Koi Aa Kar Keh De Aapko
Mohabbat Nahi Hai Humse
Hum To Yahi Kahenge Aapko
Jhooth Bolne Ki Adat Hai.
Mein Tod Leta Agar Tum Gulab Hoti,
Main Jawab Banta Agar Tum Sawal Hoti,
Sabhi Jante Hai Ki Mein Nasha Nahi Karta,
Fir Bhi Pee Lete Agar Tum Sharaab Hoti.
~ + ~ + ~ + ♥:-D
1) सुना है तुम ज़िद्दी बहुत हो,
मुझे भी अपनी जिद्द बना लो.!!
2) जो मैं रूठ जाऊँ तो तुम मना लेना,
कुछ न कहना बस सीने से लगा लेना।
3) आज तो हम खूब रुलायेंगे उन्हें,
सुना है उसे रोते हुए लिपट जाने की आदत है !
4) हुए बदनाम मगर फिर भी न सुधर पाए हम,
फिर वही शायरी, फिर वही इश्क, फिर वही तुम.
5) सिर्फ तूने ही कभी मुझको अपना न समझा,
जमाना तो आज भी मुझे तेरा दीवाना कहता है.!
Falak dekhun ya, jamee dekhun....
Jahna dekhun tera chahra wohi dekhun....
Haar ek manjar tera manjar....
Wo kya manjar janha tujhko nahi dekhun....
Hai kisne tarasa hai ye badan mar-mari sa....
Ye khabon bhari ankhe, ye chahra parishna....
Tu hi mera hasil hai, tu hi aarzoo....
Baharon ko,nazare ko, sitaron ko....
Jo tu na ho nahi dekhun....
Kuch Pal Itne Haseen Hote Hain..
Jinhe Yaad Karke Ankho Me Ansoo Aa Jaate Hain..
Kisi Ko Baat Karne Ki Fursat Nahi..
Aur
Kuch Baat Karne Ko Taras Jaate Hain..!
Zindagi Hai Nadan Is Liye Chup Hoon, Dard Hi Dard Subha-Shaam Is Liye Chup Hoon, Keh Doon Zamaane Se Dastan Apni, Usme Aayega Tera Naam Is Liye Chup Hoon.