Ishq Aisa Karo Ki Dhadkan Mein Bas
Jaye;
Saans Bhi Lo To Khushbu Uski Hi Aaye;
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Cha Jaye;
Baat Kuch Bhi Na Ho Par Naam Usi Ka
Aaye!
Meri Har Dhadkan Bas Aap Ke Liye Hai,
Meri Har Muskurahat Bas Aap Ke Liye Hai,
Aap Ki Qateel Adaye Dil Ko Churati Hai,
Ab Toh Meri Yeh Zindagi Bhi Aap Ke Liye Hai.
Kitna Dur Nikal Gye Riste Nibhate Nibate,
.
.
Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate,
.
.
Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me,
.Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate.
Ishq Ka Dard Chahat Se zyada Aur Koi Nahi Jaanta....
Uski Har Khamoshi Ka Raaz IbadatSe zyada Aur Koi Nahi Jaanta.....
Har Sajde Me Maanga Hai Jise.....
Yeh Baat Uss Mohabbat Se zyada Aur Koi Nahi Jaanta....
.
Har Baar Phool Par Titliya
Nhi Aati,
Har Baar Rone Se
Siakiya Nhi Aati,
Hum Yaad
To Aap Ko Dil Se Karte Hai,
Kya Kare Jo Aap Ko
Kbhi Hichkiyan Nhi Aate..
Ishq aur Dosti meri jindgi ka Guman hai,
Ishq meri Ruh hai to Dosti mera Eman hai,
Ishq pe Kardu fida saari Zindgi,
Magar Dosti pe mera ishq bhi Qurban hai.
Koi khusiyon ki chah me roya
Koi dukho ki panah me roya.
.
.
.
.
.
Ajeeb silsila hai dunia ka
.
.
.
.
Koi bharoshe ke liye roya
Koi bharosha kar ke roya.
मै तेरे प्यार में कहां-कहां न गया
कभी भावना से मिला कभी कामना से
दर्द जबभी उठा की मिन्नतें वंदना से
मैंने तुझको खोजा दर पर संवेदना के
हवा जब पूरवा चली यूं लगा तूने छुआ
मन की चेतना खींचा कभी रजनी ने।
न जाने क्यूं ऐसा लगा तूने याद किया
तेरा शिकवा मुझे प्यारा लगा जान से।
तू मेरे अन्तर्मन में यूं समाया, यूं समाया
आंसुओं को तेरे भाग्य-रेखा से मिलाया।
Hm Aksar Un Logon Ko Ignore Kr Dete H Jo Dil Se Hmari Care Krte H:cold_sweat:....aor Hmesha Unse Attach Ho Jaate H Jo Sirf Dikhaava Krte H!!:smirk::broken_heart:
Kaash koyi hum par bhi itna pyaar jatati,
Piche se aakar wo hamari ankho ko chupati,
Hum puchhte ki kaun ho tum…??
Aur wo has kar khudko hamari jaan batati.