• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Hum Yeh Nahi Kehte Ke, Hume Mohabbat Nahi Mili, Jise Chahte The, Voh Ulfat Nahi Mili. Milne Ko Jindagi Mein Kayi Humsafar Mile, Par Unki Tabiat Se Tabiat Nahi Mili. Chehron Mein Dusro Ke, Use Dhoondte Rahe Kahi Na Surat Mili, Na Sirat Mili.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Dil Ka Rogh Ye Chahat Khuda Kisi Ko Na De Buri Bala Hai Mohabbat Khuda Kisi Ko Na De Tarap Junoon Ye Ruswaiyaan Akela-Pan Qadam Qadam Ye Museebat Khuda Kisi Ko Na De..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • what is true love?? 1) jisko miss karne se dil ki dhadkne tej ho jaye.. 2) jinke sath prpose karne ki himmat na chalti ho... 3) jiske sath bat karna bahut acha lagta ho.. 4) jinka msg bar bar padhne ka man hota ho.. 5) jinko dekhne se hi sare gum mit jaye... 6) jinke bina jingi ka koi matlab na ho... 7) jisko kisi ke sath dekh kar..bahut dard hota ho.. this is true love..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ye msg sirf aur sirf ""Tumhare "" liye hai, aur kisi ka haq nhi bnta :-- hamari "ishq" ki dukaan hai "ishq" le jaya karo kabhi rona nhi hardam mushkuraya karo hum lete nhi paise "ishq" ke badle ... bas apne sare gum hame de jaya karo
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Soya tha raat koo, par nend nahi aayee, Saari raat humko sirf unki hee yaad satayee, Aankh khuli toh paya apney aap ko bilkul akela, Fir yaad aaya, tujhe rehna hai ……., aur abhi akela..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Din ki tarah raatein bhi lambi ho gayi hai Tumhare hee sapno mein kho gaye hai Ye kaisa ajeeb see baat ho gayi hai Shayad dillagi tumhare saath ho gayi hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मैं बोता रहा बन्जर ज़मीन पर इश्क के बीज, और तेरा हर वादा सरकार का मुआवजा निकला !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo keh gaye mujhse k mera intjaar mat karna.. main kahu to b mera aitbaar mat karna.. ye b kah diya ki mujhe pyar nhi tumse, or ye b keh gaye ki kisi or se pyar mat karna...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khushiyon Per Fizaoun Ka Pehra H Khushiyon Per Fizaoun Ka Pehra Hai Najane Kis Umeed Per Dil Tehra Hai Teri Aankhoun Se Jhalakte Dard Ki Qasam Yeh Dosti Ka Rishta Pyar Se Gehra Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tanhai Ke Daman Me Khusi Ki Bahar Ho, Sayad Aapki Aankho Me Bhi Humara Intzar Ho, Jisko Pyar Karna Usko Bata Dena, Shayad Usko Bhi Tumse Pyar Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ajab Sanjog Hain jana Ye Kesa Rog Hain jana Badi Budhi Btati Thi Kai Qisse Sunati Thi Mgr Hm Mante Kb The Ye Sb Kuch Jante Kb The ki Bahot Pukhta Irade bhi jhat se Toot Jate Hen Hamare Sath Kisi Surat Bhi Aisa Ho Nhi Skta. Ye Dil kaabu Se Bekaabu kabhi bhi Ho Nhi Skta. Magr Phir Yun Hua Jana! Na Jane Q Hua Jana, Jigar Ka Khoon Hua Aisa. Tere Abroo Ki Ik Jumbish par Teri kadmon Ki Aahat par Gulabi Muskurahat Par...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dard Ki Harr Ek Had Se Ab Guzar Gaya Hoon Mai, Phir Kabhi Na Simtunga Youn Bikhar Gaya Hoon Mai, Maut Bas Naheen Aati Rooh K Nikalne Se, Sans Mujh Mai Baki Hai Phir Bhi Mar Gaya Hoon Mai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • दुआऐं जमा करने में लगा हूँ यारों. . . . सुना है दौलत और शोहरत साथ नही जाते
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • खाली खाली न यूँ दिल का मकां रह जाये तुम गम-ए-यार से कह दो, कि यहां रह जाये रूह भटकेगी तो बस तेरे लिये भटकेगी जिस्म का क्या भरोसा ये कहां रह जाये।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Sajde Mein Jo Manga Karti Thi, Duaa Hamare Rishte Ke Liye.... Aaj Wahi Sab Bhul Kar Mujhe Thukrana Chahti Hai. Main Janta Hoon Wo Ab Mujhse Kuch Nhi Kahegi Aur Shayad. Yahi Sach Hai Ki Meri Ajnabi Mujhe, Chhodkar Jana Chahti Hai....!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ​मैं पा नहीं सका आज तक इस खलिश से छुटकारा​; ​​तु मुझे जीत भी सकता था मगर ​हारा क्यूँ​।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bahut Armaan Tha Tere Pyar Ko Paane Ka Shikwa Hai Sirf Tere Khamosh Reh Jane Ka Deewangi Is Se Badh Kar Kya Hogi Aaj Bhi Intezar Hai Tere Laut Aane Ka..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum khafa hogaye to koi khushi na rahegi, Tere bina chirago mein roshni na rahegi, Kya kahe kya guzregi dil par, Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS