Itni Jaldi Kya Hai Mujhe Chhodne Ki,
Abi To Had Baki Hai Mujhe Todne Ki,
Khilona Hu Me,
Gum Na Kar Mere Tutne Ka,
Mil Jayega Naya,
Zarurat Nahi Muje Jodne Ki.
Unko apne haAl ka hisab kya deTe...
saWal saRe galaT the javab kya deTe....
wo to 3 lafjO ki hifaZat b na kr skE......
FIR UNK hath me zinDgi ki puRi kitab kyA dete.....
Unki ek yaad bechan kar jati hai
Har cheez me unki surat nazar aati hai.
Aisa hal kiya unhone pyar me hamara
Ke nind aati hai to ankhen bura maan jati hain.
Kaha Jau Teri Yaadon Se Dur Mai
Jaha Bhi Jau Tera Chehra Nazar Aata Hai
Palken To Band Ho Jati Hai Raaton Ko
Khwabon Me Bhi Tera Hi Chehra Nazar
Aata Hai
Beshaq Tu Mujhse Bahut Dur Hai Sanam
Mere Ehsas Aur Khayalon Me Tu Ru-Ba-Ru
Nazar Aata Hai..!
Tujhe Apna Mukadar Batate Hai Ham,
Khuda Ke Baad Tere Aage Sar Jukate Hai Ham,
Ye Mohabbat Ka Rista Na Todna Kabhi,
Iss Risthe Ke Dam Par Jiye Jaate Hai Ham.
Sama Ki Roshni Se Andhera Door Hota Hai,
Iss Duniya Mein Har Koi Mazboor Hota Hai,
Jo Aankh Se Jitne Door Rehta Hai,
Aakhir Wo Dil Ke Utne Hi Kareeb Hota Hai.
Mere honton se tere honton ko geela kar du
Tere honto ko mein aur bhi raseela kar du
Tu es kadar pyar kare ke pyar ki inteha ho jaye,
Tere honto ko chus kar tuje or n joshila kar du
Na jeene ki khushi na marne ka gham,
Unse milne ki dua bhi nahin karte hum,
Jeete hain isliye ke shayad woh ek din aayenge,
Marte isliye nahin ki wo akele reh jaayenge....
Bottle ma Pepsi say ziyada,,,
Used socks may smell say ziyada,,,
Adnan Sami may charbi say ziyada,,,
Mithai may sweet say ziyada,,,
India ma coruption say ziyada,,,
.
.
.
.
.
I LOVE YOU
Peheli bar dekha Tujhe Market Mein,
Pyar Hua Tujhse Peheli Bar Mein,
Pallknn Jhapakti hi Nahi Tujhe Dekh ke,
Banho Ki Dormiya Jada Ho Jate Hai,
Patoon Ki Tarha Urne Lagta Hun Mein,
Baas Tujhe Chumne Ko Jee Chahata Hai....
कौन कहता है हम उसके बिना मर जायेंगे
हम तो दरिया है समंदर में उतर जायेंगे
वो तरस जायेंगे प्यार की एक बून्द के लिए
हम तो बादल है प्यार के किसी और पर बरस जायेंगे