Rab Kare Zindagi Me
Aesa Mukam Aaye?
Meri Ruh Aur Jaan
Aapke Kaam Aaye
Bus Hum To Yahi Mangte
Hain Rab Se K Agle Janam Me Bhi
Aapke Apno Me Hamara Naam Aaye
Yoon To Zindagi Mein Ajeeb Mod Aayenge,
Kabhi Khushi To Kabhi Gam Hazaar Aayenge,
Rakhna Tum Hamesha Khud Ka Khayal,
Jab Aap Hasenge Tabhi Ham Muskurayenge.
Kahte He Hatho ki Lakire Aadhuri Ho to….
Kismat me Mohabbat Nahi hoti..
Par sach to Ye he ki Hatho Me ho koi Pyara Hath
To Lakiron ki Bhi zarurat Nahi hoti…
काँच का तोहफा ना देना कभी,
• • •
रूठ कर लोग तोड दिया करते हैं,
• • •
जो बहुत अच्छे हो उनसे प्यार मत करना,
• • •
अकसर अच्छे लोग ही दिल तोड दिया करते है…!!
Khali Kagaz Pe Harf Sajaya Karti Thi
Tanhai Mein Shehar Basaya Karti Thi
Kaisi Pagal Ladki Thi…! Saari-Saari Raat
Deewaron Ko Dard Sunaya Karti Thi
Ro Deti Thi Aap Hi Apni Baaton Par
Aur Phir Khud Ko Aap Hansaya Karti Thi
Jalne Lagti Lahoo Mein Judai To Ro Deti
Tanhaiyon Ki Khak Uraya Karti Thi
Kachi Umar Ka Pyar Usey Le Dooba
Jo Logon Ko Pyar Karna Sikhaya Karti Thi
हर फैसला होता नहीं सिक्का उछाल के ,
ये दिल का मामला है ज़रा देखभाल के ,,
मोबाइल के दौर के आशिकों को कौन समझाये ,
रखते थे कैसे ख़त में कलेजा निकाल के ,,
Bhula ke mujhko agar tum bhi
ho salamat,
To bhula k tujko smbhalna
muje b aata hai
Nahi hain meri fitrat mein ye
aadat warna,
Teri tarah badalna mujhe bhi
aata hain…!!!
Pyar Mein Kisi Ko Khona Bhi Zindagi Hai,
Zindagi Mein Ghamo Ka Hona Bhi Zindagi Hai,
Yuh Toh Rehte Hai Hamare Hontho Par Muskurahat,
Par Chupke Se Kisi Ke Liye Rona Bhi Zindagi Hai.
Roti hui ankho me intezar hota hai
Na chahte hue hai bhi pyar hota hai
kyun dekhte hai hum wo sapne
jinke tutne par bhi unke such hone ka intezar hota hai…