जी भर के देखुं तुझे अगर तुझको गवारा हो,
बैताब मेरी नज़रे हो और चेहरा तुम्हारा हो,
जान की फ़िक्र हो ना ज़माने की परवाह,
एक तुम्हारा प्यार हो जो बस हमारा हो।
Har Kadam Par Mujhe Aapka Ehsaas Chahiye,
Mujhe Aapka Haath Apne Hatho Mein Chahiye,
Sara Zamana Roo Pade Hamari Judai Ki Baat Se,
Aisa Ye Rishta Hame Khaasm Khaas Chahiye.
Shikwon Shikayaton Me Zndgi Beeta
Dali
Pas Sab Kuch Tha Firbi Reh Gayi Jholi
Khali
Reit Ki Tarah Waqt Mutthi Se Fisalta Hi
Gaya
Jab Ehsaas Hua Waqt Ne Hi Daga De Dali..!
Anjaane galiyon se hum gujra nhi krte
dard_e_dil kisi ko diaa nhi krte
aapse to hmara pyar ka rishta hai
vrna.....
hrpl apko itna yaad kiaa nhi krte
i miss u
JAB BHI TUMHE MERI YAAD AAYE TO US CHAND KO DEKH LENA.
ISLIYE NAHI KI WO BAHUT KHUBSURT HE.
ISLIYE KI ITNE SITARO KE BEECH WO BHI AKELA H.. MERI TARAH...
Mat poocho ye mujhse ke kab yaad aate ho
Jab jab saansein chalti hain bahaut yaad aate ho
Neend mein palkein hoti hain jab bhi bhari
Banke khwaab baar baar nazar aate ho
Mehfil mein shaamil hote hain hum jab bhi
Bhird ki tanhayon mein her baar nazar aate ho
Jab bhi socha ke faasla rakhoon main tum se
Zindagi ban ke saanson mein sama jaate ho
Khud ko toofaan banaane ki koshish to ki
Ban ke saahil apni aagosh mein sama jaate ho
Chaha na tha main ne is paheli mein uljhna
Her uljhan ka jawab ban ke ubhar aate ho
Suraj ki roshni,chanda ki chandni
Aasmaan ko dekhta hoon main jab jab
Tumhari kasam bahaut bahaut yaad aate ho
Ab na poochna mujhse ke kab kab yaad aate ho.
जिस राह पर.. हर बार मुझे..
अपना कोई.. छलता रहा..
फिर भी.. न जाने क्यों मैं..
उस राह ही.. चलता रहा..
सोचा बहुत.. इस बार..
रोशनी नहीं.. धुँआ दूंगा..
लेकिन.. चिराग था फितरत से..
जलता रहा.. जलता ही रहा..