• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ae Sanam Tu Yad Na Aya Kar Meri Palke Gila Karti Hai.. Tum Hame Kabhi Nahi Mil Paoge Jante Hai Phir Kyu Meri Har Sans Tumse Milne Ki Dua Karti Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khali Kagaz Pe Harf Sajaya Karti Thi Tanhai Mein Shehar Basaya Karti Thi Kaisi Pagal Ladki Thi…! Saari-Saari Raat Deewaron Ko Dard Sunaya Karti Thi Ro Deti Thi Aap Hi Apni Baaton Par Aur Phir Khud Ko Aap Hansaya Karti Thi Jalne Lagti Lahoo Mein Judai To Ro Deti Tanhaiyon Ki Khak Uraya Karti Thi Kachi Umar Ka Pyar Usey Le Dooba Jo Logon Ko Pyar Karna Sikhaya Karti Thi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • zindagi se hame koi shikayat nahi jee to rahe hai par khushi se nahi har shakhs ne dhuk bhi bahut diya par hum kisi se naraj bhi nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tarap k dekh kisi ki chahat main... To pata chale k intazar kya hota ha... Youn he mil jae agar koi bina tarpe.... To kase pata chale ke pyar kya hota hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi patthar per ful khil jate hai. Kabhi ajnabi bhi apne ban jate hai. Kabhi laasho ko kafan tak nahi milta . Kabhi laasho per Tajmahal ban jate hai. Sanu shukla
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Use Nafrat Karne Se Fursat Na Mili Warna Mera Dard La-ilaz Na Tha Humne To Us Sahar Me Bhi Tera Intzar Kiya Jaha Mohabbat Ka Riwaj Na Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sunn Lena Apni Dharkan Hamari Saanson Me Dekh Lena Apni Tasveer Hamari Ankhon Me Ho Jayegi Baaten Yuhi Khwabon Me Bas Ruk Jana Thodi Der Sanam Hamare Khayalon Me..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • वक्त ऐ हालात बदल जाते हैं। दिल के जज्बात बदल जाते हैं। चाहते हैं हम जिसे पलकों में छुपा कर रखना। उनके लिए कभी -कभी हमारे खयालात बदल जाते हैं।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhe Tum Acche Lagte Ho Jayada Khud Apne Dil Ki Dharkan Se Tumhari Yaad Me Khoona Tumhari Guftugu Karna Tumhari Baat Hi Karna Tumhe Bas Dekhte Rehna Mujhe Accha Lagta Hai Na Jane Kyu, Na Jane Kyu.?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ghar ki bat ghar me rahe to achha hai pyaar ki bat dil me rahe to accha hai Apko kya jane hasti hai yaha duniy aasu ankho me rahe to accha hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • घर से बाहर वो नक़ाब मे निकली सारी गली उनकी फिराक मे निकली इनकार करते थे वो हमारी मोहब्बत से ओर हमारी ही तस्वीर उनकी किताब से निकली.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaad aaye toh aankhe bandh na karna, Hum chale bhi jaye toh ghum na karna, Zaruri toh nai har rishte ka koi naam ho, Par dosti ka ehsaas dil se kabhi kam na karna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaamto Aaya, Khali Hi Sahi Hathon Mein Jaamto Aaya, Main Hoon Bewaafa Sabko Bataya Usne, Yun Hi Sahi Uske Labon Pe Mera Naam To Aaya!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Anjaan tum bane rehte ho,Anjaan hum bane rehte hai hote hai kareeb magar kuch na kehte hai vo to bas apke samne hi ye hth muskrate hai varna apki yaad me,ye dil sahma rahta hai aur aakhon se dariya behte hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Apna Bhi Tuta Tha Jab Tune Yun Chora Tha Pyar Toh Tha Humain Tumse Toh Kyu Dil Ko Maroda Tha. Yaad Aayi Toh Ab Aaye Pyar Tum Na Samaj Paaye Galti Hogyi Tumse Jo Waapas Loth Tum Aaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Gum ki mujh par kuch aisi najar ho gayi Jab bhi hum hase ye aankhe nam ho gayi Hum roye bhi toh wo jaan naa sake…aur Wo udas b huye to hume khabar ho gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS