Naseeb ban kar koi Zindagi mein aata hai,
fir khawab ban kar...!!Aankho mein sama jata hai,
yakeen dilata hai ki wo hamara hi hai,
fir na jane kyuWaqt ke sath badal jata hai...
Log Pyar Dil Se Nahi Chehare Se
Karte hai,
.
Wo Dil Pe Nahi Sundarta Par
Marte
hai,
.
.
Hum Sundar Nahi Par Dil Ke Saaf hai,
.
Isliye Bahut Kam Log Hume
Pasand Karte hai .
Ajab Dewar Ik Dekhi Hai Main Ne Aaj Raste Main
Na Kuch Dewar Ke Aagay Na Kuch Dewar Ke Peche
Baray Ghamnak Se Hotay Hain Anwar Kehkahy Tery
Koi Dewar Garya Hai Tere Ishar Ke Peche
Har nazar ko ek nazar ki talash hai,
Har chehre me kuchh to ahsaas hai,
Hum aapse dosti yuhi nhi kr baithe,
Kya kre hamari pasand hi kuchh khash hai !!
App ko pata hai ke duniya ki sub say khubsurat cheez daikhi nahi jati, mehsoos ki jati hai,jesay hawa ka jonka, shehd ki mithaas, jaisay phoolon ki hushboo, jaisay payar, Jantey ho sub say khubsurat ihsas kya hai, Aap ka Sath.
Isk wale aankho se aankho ki baat samajh lete hai.
SAPNE me mil jaye to mulakat samajh lete hai.
Rota to aasman bhi hai apni Dharti k liye.
Log uske ashkon ko BARSAAT samajh lete hai.
Poonam wapas aa ja
Har Janam Mein Mile Mujhe Teri Chahat,
Main Kal Bhi Teri Thi Or Teri Hi Rahungi Amaanat,
Hum Door Door Ho Kar Bhi Paas Rahe,
Hum Dono Mein Ho Hamesha Itni Mohabbat.
Galti Karke Wo Galti Ka Naam Puchhte Hai,
Dard De Ke Dawa Ka Naam Puchhte Hai,
Mar Gye Hum UnKi Is Ada Pe,
Hoke Meri Jaan Meri Jaan Ka Naam Puchte Hai.
Pyar Karke Jataye Ye Jaruri To Nahi,
Yaad Karke Koi Bataye Ye Jaruri To Nahi,
Rone Wala To Dil Mein Hi Roo Leta Hai,
Aankh Mein Aansu Aaye Ye Jaruri To Nahi.
वो बेवफा हमारा इम्तेहा क्या लेगी…
मिलेगी नज़रो से नज़रे
तो अपनी नज़रे ज़ुका लेगी…
उसे मेरी कबर पर दीया मत
जलाने देना…
वो नादान है यारो…
अपना हाथ जला लेगी.
Udas nazron main khwab milenge,
Kahin kaante to kahin gulab milenge….
Meri dil ki kitab ko apni nazar se padh kar to dekho,
Kahin aap ki yaad to kahin aap milenge……..