Yaadon ko unki hamne khone na diya>^<
Gumo ne hame chup hone na diya>^<
Aankhe to aaj bhi bhar aayi unki yaad mein>^<
Par unki hasti hui surat ne rone na diya>^<
Bhar Aayi Aankhen Jo Uska Naam Aaya,Ishq Nakaam Sahi Phir Bhi BohatKaam Aaya, Humne Ishq Me Aisi BhiGuzaari Hain Raaten, Jab TakAansu Na Bahe Dil Ko Araam Na Aya.
Ek tooti PREM kahani
Fark sirf itna sa hai Uski barat gayi,
Iski mayat uthi. Phool us par bhi the,
Phool is par bhi the.
Mehfil waha bhi thi, Log yaha bhi the.
Wo doli pe thi,
Yeh janaze pe tha. Unka hasna waha,
Inka rona yaha. Saheliya uski bhi thi,
Dost iske bhi the. Qazi udhar bhi the,
Molvi Idar bhi the.
Wo saj k gayi, Ise sajaya gaya. Wo uth
k gayi,
Ise uthaya gaya. Fark sirf itna sa hai,
USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA
GAYA..
Wo Kehti Hai -
Tumhe Shabdon Ki Neevn Rkhna,
Deewaren Banna aur chahat ki neevn rakhna,
Bahut Achhe Se Aata Hai…
Zara Puchiye Unse -
Agar Itne Achhe Se Aata Hai To,
Aise Kyun Tod Gayi Mere Aashiyaane Ko…
coko
Jo Chup Chaap Kisi Se Pyar Karte Hain..
Wo Kab Mohabbat Ka Izhaar Karte Hain..
Zubaan Se To Kuch Keh Nahi Paate
Magar
Aksar Uske Liye Faryaad Karte Hain..!
Zindagi ka pehla pyaar kon
bhulata hain,
Ye phli bar hota h jb koi kisi ko
khud se badhkar chahta h…
Uski pasand, uski khwahish me
khud ko bhul jata h,
Akele mein uska naam likh likh
kar mitata h…
Baat karne se phle sochta h, kya
kehna h.,
Baat hone ke baad fir kuch kehna
reh jata h..
Hota h itna khoobsurat pehla
pyar,
Toh jane kyun aksar adhoora reh
jaata h…
Utre jo teri zindgi ki gehrai me hum, mehfil mein reh ke bhi Rahe tnhai mein hum,Diwangi nahi to ise Aur kya kahe,tujhe dhondte rahe Apni hi parchai main hum
इस जिन्दगी की आरजू यही है यही है
साधना, आराधना, मिलना और बिछड़ना।
मैं न कांच हूं, न पत्थर, न कोई कांटा
सादगी अपनी बन्दगी है, नाजुक भावना।
जान से ज्यादा चाहते हैं हम आपको
हर खुशी से बढ़कर है मेरी तेरी चाहना।
सोचता हूं कैसे मैं तेरी मांग सजाऊं
तुम कुमारी महलों की दुश्मन है जमाना।