मुश्किल इस दुनिया में कुछ भी नहीं,
फिर भी लोग अपने इरादे तोड़ देते हैं,
अगर सच्चे दिल से हो चाहत कुछ पाने की,
तो रास्ते के पत्थर भी अपनी जगह छोड़ देते हैं.
Kisi k dil ka drd kisne dekha h..
Jisne dekha h sirf chehra dekha h..
Dard to tb hota h jb koi apna hi humko na
samjhe..
Gairo k samne to humne sirf hasna sikha h..
Chup ho Tum kis wajha se hamen Ye Maloom nahi ....
Rootha ho Ya Dukhi ho hume Ye malum nahi ....
magr,Dill doob sa jata hai jab tum bakwas nahi karte ho humare sath ....
yeh raat itni tanha kyun hoti hai-
kismat se apni sabko sikayat kyun hoti hai-
ajeeb khel khelti hai ye kismat-
jise hum pa nahi sakte usi se mohabbat kyun hoti h
Jazbat-E-Ishq Sab Ko Bataya Nahi Jata
Lag Jata Hai Dil Lagaya Nahi Jata
Jannat Ki Baat Ho Ya Ho Gulistan Ke Rang
Dil Mein Lagi Aag Ko Bujhaya Nahi Jata..iii
Pyaar Mein Bewafai Mile To Gum Na Karna,
Apni Aankhein Kisi Ke Liye Num Na Karnaa,
Wo Chahe Laakh Nafrat Kare Tumse,
Par Tum Apna Pyaar Kabhi Uske Liye Kam Na Karna.
fav
Na zindagi mili na wafa mili, Na jaane har khushi hamse khafa mili, Jhoothi muskaan liye apne gham chhupaate hain, Sachchi mohabbat karne ki bhi kya khoob saza mili....
Din bit jate hai suhani yade bankar,
Batey rahe jati he kahani bankar,
Per dost to hamesha dil k qareeb rahenge,
Kabhi muskan kabhi aankho ka pani bankar.
Love is like Iodex ohh, aah, auch durr bhagaye
Love is like Airtel express yourself
Love is like Pepsi Yeh dil mangay more
Love is like Nokia Connecting People
Love is like Samsung Everyone is Invited
Love is like Nike just do it
Love is like Habib Oil kyu ki Dil ka mamla hai
Ek Jaam Mohbbat kaa Aankho se pilaa dena
Mujhe Aaj nahi’n shaQi tu kal bhulaa dena
Jab Zikr mohabbat ka mehfil meiN aa jaye
Nazare jhuka ker tum aapna ikrar jataa dena
Tere ishq se mehmaa haiN, yeh meri duniya
Thukara ker mujhe tum kafiir na banaa dena
Jab dard judai ka tumhe bhi lage satanee
Meri tarah tum bhi AshQ naa baha dena..iii
Mohabbat Humse Na Hogi??
Suna Hy Is Mohabt Me Bohat
Nuksan Hota Hai
Mehakta Jhoomta Jevan
Ghamo K Naam Hota Thai
Suna Hai Chain Kho Kr Wo Sehr
Se Sham Rota Hai
Mohabbat Jo B Krta Hai Bohat
Bdnaam Hota Hai
Mohabbat Humse Na Have.....