Her subha se saam tak tere khayaloon mein dooba rehte hain hum,
kab tu samjhegi ye piyaar
ka paygaam,
Rab se dua hain humari ki kavi khfa na ho tum-hum,
yeh ho humari dosti vari piyaar ka anzaam....!!!
By sudip guria....
Teri Dharkan Hi ZindagiKa Kissa Hai Mera..
Tu Zindagi Ka Ek Eham Hissa Hai Mera.....
Meri Mohabbat Tujhse,Sirf Lafzo Ki Nahin Hai..
Teri Rooh Se Rooh Tak KaRishta Hai Mera...!!
Sukoon Milta Hai Jab Unse Baat
Hoti Hai, Hazaar Raato Me Wo Ek
Raat Hoti Hai, Nigah Utha Ke Jab
Wo Dekhta Hai Meri Taraf, Wo Ek
Nigah Meri Puri Kaynaat Hoti Hai
Kab laut ke aao ge bata kyun nahin dete, Deewaar bahaanon ki giraa kyun nahin dete, Tum paas ho mere to pataa kyun nahin chalta, Tum door ho mujh se to sadaa kyun nahin dete, ek tere siwa aur kisi ko bhi na chaaha kabhi, Yeh baat zamaane ko bataa kyun nahin dete, Bahar ki havaaon ka agar khauf hai itna, Jo roshni andar hai bhujaa kyun nahin dete..
दिल में हो आप तो कोई और ख़ास कैसे होगा,
यादों में आपके सिवा कोई पास कैसे होगा,
हिचकियां केहती है आप याद करते हो…
पर बोलोगे नहीं तो हमें अहसास कैसे होगा ?